Ajee hamse bachkar kahaan jaaeeyegaa

अजी हमसे बचकर कहाँ जाईयेगा
Work
Year
Language

अजी हमसे बचकर कहाँ जाईयेगा
जहाँ जाईयेगा हमे पाईयेगा

ये कैसा नशा है, ये कैसा असर है
ना काबू में दिल है, ना बस में नज़र है
ज़रा होश आ ले, चले जाईयेगा
ठहर जाईयेगा, ठहर जाईयेगा

ajī hamse bachkar kahāṇ jāīyegā
jahāṇ jāīyegā hame pāīyegā

ye kaisā naśhā hai, ye kaisā asar hai
nā kābū meṅ dil hai, nā bas meṅ nazar hai
zarā hośh ā le, chale jāīyegā
ṭhahar jāīyegā, ṭhahar jāīyegā