Ajanbee, tum jaane pahchaane se lagte ho

अजनबी, तुम जाने पहचाने से लगते हो
Year
Language

अजनबी [loud]

अजनबी, तुम जाने पहचाने से लगते हो - 2
ये बड़ी अजीब सी बात है, ये नई नई मुलाकात है
फिर भी जाने क्‌यों, अजनबी …

तुमने कभी प्यार किया था किसी राही से - 2
तुमने कभी वादा किया था किसी साथी से
ना वो प्यार रहा, ना वो बात रही
फिर भी जाने क्‌यों, अजनबी …

दिल में रहे और हमारा दिल तोड़ दिया - 2
साथ चले, मोड़ पे आके हमें छोड़ दिया
तुम हो कहाँ, और हम कहाँ
फिर भी जाने क्‌यों, अजनबी …

अजनबी, तुम जाने पहचानेसे लगते हो
ये बड़ी अजीब सी बात है
कि नई नई मुलाक़ात है
फिर भी जाने क्‌यों, अजनबी …

लगता है यूँ ख़्वाब है जैसे कोई देखा हुआ
कहता है दिल आज मिला है कोई खोया हुआ
न ख़याल तुम्हें न ख़याल हमें
फिर भी जाने क्‌यों, अजनबी …

किस को ख़बर पहले मिले थे हम दोनों कहाँ
कब से मगर ढूँढ रहा था तुम्हें मेरा जहाँ
न तो याद तुम्हें, न तो याद हमें
फिर भी जाने क्‌यों, अजनबी …

कितने जनम बीत गये हैं तुम्हें पाने में
हमने तुम्हेँ प्यार किया था अनजाने में
न कभी मिले, न क़रीब हुए
फिर भी जाने क्‌यों, अजनबी …

ajanbī [loud]

ajanbī, tum jāne pahchāne se lagte ho - 2
ye baṛī ajīb sī bāt hai, ye naī naī mulākāt hai
phir bhī jāne k‌yoṅ, ajanbī …

tumne kabhī pyār kiyā thā kisī rāhī se - 2
tumne kabhī vādā kiyā thā kisī sāthī se
nā vo pyār rahā, nā vo bāt rahī
phir bhī jāne k‌yoṅ, ajanbī …

dil meṅ rahe aur hamārā dil toṛ diyā - 2
sāth chale, moṛ pe āke hameṅ chhoṛ diyā
tum ho kahāṇ, aur ham kahāṇ
phir bhī jāne k‌yoṅ, ajanbī …

ajanbī, tum jāne pahchānese lagte ho
ye baṛī ajīb sī bāt hai
ki naī naī mulāqāt hai
phir bhī jāne k‌yoṅ, ajanbī …

lagtā hai yūṇ khvāb hai jaise koī dekhā huā
kahtā hai dil āj milā hai koī khoyā huā
na khayāl tumheṅ na khayāl hameṅ
phir bhī jāne k‌yoṅ, ajanbī …

kis ko khabar pahle mile the ham donoṅ kahāṇ
kab se magar ḍhūṇḍh rahā thā tumheṅ merā jahāṇ
na to yād tumheṅ, na to yād hameṅ
phir bhī jāne k‌yoṅ, ajanbī …

kitne janam bīt gaye haiṅ tumheṅ pāne meṅ
hamne tumheṇ pyār kiyā thā anjāne meṅ
na kabhī mile, na qarīb hue
phir bhī jāne k‌yoṅ, ajanbī …