Ajanbee se ban ke karo na ishaaraa

अजनबी से बन के करो न इशारा
Work
Year
Language

कि: अजनबी से बन के करो न किनारा
खुदारा इधर भी देखो
इधर भी खुदारा
ल: आप का तो दिल है दीवाना बेचारा
इशारा न समझेगा ये
नज़र का इशारा

ल: हम न पड़ेंगे नज़रों की चाह में
कि: फिर चल रही हो क्‌यों मेरी राह में
ल: बेखुदी में हम को मौसम ने था पुकारा
कि: अजनबी से बन के …

कि: बेताब दिल है ऐसी भी चाल क्‌या
ल: दिल है तुम्हारा हम जाने हाल क्‌या
कि: देखिये नज़र में अफ़साना है हमारा
आनबी से बन के …

ki: ajanbī se ban ke karo na kinārā
khudārā idhar bhī dekho
idhar bhī khudārā
la: āp kā to dil hai dīvānā bechārā
iśhārā na samjhegā ye
nazar kā iśhārā

la: ham na paṛeṅge nazroṅ kī chāh meṅ
ki: phir chal rahī ho k‌yoṅ merī rāh meṅ
la: bekhudī meṅ ham ko mausam ne thā pukārā
ki: ajanbī se ban ke …

ki: betāb dil hai aisī bhī chāl k‌yā
la: dil hai tumhārā ham jāne hāl k‌yā
ki: dekhiye nazar meṅ afsānā hai hamārā
ānbī se ban ke …