kiśhor: bhīgī bhīgī rātoṅ meṅ, mīṭhī mīṭhī bātoṅ meṅ
aisī barsāto meṅ, kaisā lagtā hai?
latā: (aisā lagtā hai tum banke bādal,
mere badan ko bhigoke mujhe, chheṛ rahe ho o
chheṛ rahe ho ) - 2
latā: (ambar khele holī uī māṇ
bhīgī morī cholī, hamjolī, hamjolī ) - 2
o, pānī ke is rele meṅ sāvan ke is mele meṅ
chhat pe akele meṅ
kaisā lagtā hai
kiśhor: aisā lagtā hai
tū banke ghaṭā apne sajan ko bhigoke khel khel rahī ho o
khel rahī ho
latā: aisā lagtā hai
tum banke bādal mere badan ko bhigoke mujhe chheṛ rahe ho ho.
chheṛ rahe ho
kiśhor: (barkhā se bachā lūṇ tujhe
sīne se lagā lūṇ
ā chhupā lūṅ ā chhūpā lūṇ ) - 2
dil ne pukārā dekho rut kā iśhārā dekho
uf ye nazārā dekho
kaisā lagtā hai, bolo?
latā: aisā lagtā hai kuchh ho jāyegā
mast pavan ke ye jhokeṅ saiṅyā dekh rahe ho o
dekh rahe ho
aisā lagtā hai
tum banke bādal mere badan ko bhigoke mujhe chheṛ rahe ho ho
chheṛ rahe ho