ऐसे न मुझे तुम देखो, सीने से लगा लूँगा
ऐसे न मुझे तुम देखो
सीने से लगा लूँगा
तुम को मैं चुरा लूँगा तुमसे
दिल में बसा (छुपा???) लूँगा
तेरे दिल से ऐ दिलबर दिल मेरा कहता है
प्यार के दुश्मन लोग मुझे डर लगता रहता है
थाम लो तुम मेरी बाहों मैं तुम्हें सम्भालूँगा
तुमको मैं चुरा लूँगा तुमसे
दिल में बसा लूँगा
धीमी-धीमी आग से शोला भड़काया है
दूर से तुमने इस दिल को कितना तड़पाया है
मैं अब इस दिल के सारे अर्मां निकालूँगा
तुम को मैं चुरा लूँगा तुमसे
दिल में बसा लूँगा
प्यार के दामन में चुन कर हम फूल भर लेंगे
रास्ते के सारे काँटे दूर कर देंगे
जान-ए-मन तुमको अपनी मैं जान बना लूँगा
तुम को मैं चुरा लूँगा तुमसे
दिल में बसा लूँगा
aise na mujhe tum dekho
sīne se lagā lūṇgā
tum ko maiṅ churā lūṇgā tumse
dil meṅ basā (chhupā???) lūṇgā
tere dil se ai dilbar dil merā kahtā hai
pyār ke duśhman log mujhe ḍar lagtā rahtā hai
thām lo tum merī bāhoṅ maiṅ tumheṅ sambhālūṇgā
tumko maiṅ churā lūṇgā tumse
dil meṅ basā lūṇgā
dhīmī-dhīmī āg se śholā bhaṛkāyā hai
dūr se tumne is dil ko kitnā taṛpāyā hai
maiṅ ab is dil ke sāre armāṅ nikālūṇgā
tum ko maiṅ churā lūṇgā tumse
dil meṅ basā lūṇgā
pyār ke dāman meṅ chun kar ham phūl bhar leṅge
rāste ke sāre kāṇṭe dūr kar deṅge
jān-e-man tumko apnī maiṅ jān banā lūṇgā
tum ko maiṅ churā lūṇgā tumse
dil meṅ basā lūṇgā