ऐसे तो न देखो, के हमको नशा हो जाये
ऐसे तो न देखो, के हमको नशा हो जए
ख़ूबसूरत सी कोई हमसे ख़ता हो जाए (2)
ऐसे तो न देखो
तुम हमें रोको फिर भी हम ना रुकें
तुम कहो काफ़िर फिर भी ऐसे झुकें
क़दम-ए-नाज़ पे इक सजदा अदा हो जाये
ऐसे तो न देखो
यूँ न हो आँखे रहें काजल घोलें
बढ़ के बेखुदी हंसीं गेसू खोलें
खुल के फिर ज़ुल्फ़ें सियाह काली बला हो जाये
ऐसे तो न देखो
हम तो मस्ती में जाने क्या क्या कहें
लब-ए-नाज़ुक से ऐसा न हो तुम्हें
बेक़रारी का गिला हम से सिवा हो जाये
ऐसे तो न देखो
aise to na dekho, ke hamko naśhā ho jae
khūbsūrat sī koī hamse khatā ho jāe (2)
aise to na dekho
tum hameṅ roko phir bhī ham nā rukeṅ
tum kaho kāfir phir bhī aise jhukeṅ
qadam-e-nāz pe ik sajdā adā ho jāye
aise to na dekho
yūṇ na ho āṇkhe raheṅ kājal gholeṅ
baṛh ke bekhudī haṅsīṅ gesū kholeṅ
khul ke phir zulfeṅ siyāh kālī balā ho jāye
aise to na dekho
ham to mastī meṅ jāne kyā kyā kaheṅ
lab-e-nāzuk se aisā na ho tumheṅ
beqrārī kā gilā ham se sivā ho jāye
aise to na dekho