Aise to na dekho, ke bahak jaaen kaheen ham

ऐसे तो न देखो, के बहक जाएं कहीं हम्
Year
Language

र: ऐसे तो न देखो के बहक जाएं कहीं हम
आखिर को इक इनसां हैं फ़रिश्ता तो नहीं हम
सु: हाय, ऐसे न कहो बात के मर जाएं यहीं हम
आखिर को इक इनसां हैं फ़रिश्ता तो नहीं हम

र: अंगड़ाई सी लेती है जो खुशबू भरी ज़ुल्फ़ें
खुशबू भरी ज़ुल्फ़ें
गिरती है तेरे सुर्ख लबों पर तेरी ज़ुल्फ़ें
लबों पर तेरी ज़ुल्फ़ें
ज़ुल्फ़ें न तेरी चूम लें, ऐ महजबीं हम
आखिर को इक इनसां हैं फ़रिश्ता तो नहीं हम

सु: सुन सुन के तेरी बात नशा छाने लगा है
नशा छाने लगा है
खुद अपने पे भी प्यार सा कुछ आने लगा है
आने लगा है
रखना है कहीं पाँव तो रखते हैं कहीं हम

दोनों: आखिर को इक इनसां हैं फ़रिश्ता तो नहीं हम
आहा हा आहा हा हा, हम्म हम्म हम्म हम्म …
आहा हा आहा हा हा, हम्म हम्म हम्म हम्म …

ra: aise to na dekho ke bahak jāeṅ kahīṅ ham
ākhir ko ik insāṅ haiṅ fariśhtā to nahīṅ ham
su: hāy, aise na kaho bāt ke mar jāeṅ yahīṅ ham
ākhir ko ik insāṅ haiṅ fariśhtā to nahīṅ ham

ra: aṅgaṛāī sī letī hai jo khuśhbū bharī zulfeṅ
khuśhbū bharī zulfeṅ
girtī hai tere surkh laboṅ par terī zulfeṅ
laboṅ par terī zulfeṅ
zulfeṅ na terī chūm leṅ, ai mahajbīṅ ham
ākhir ko ik insāṅ haiṅ fariśhtā to nahīṅ ham

su: sun sun ke terī bāt naśhā chhāne lagā hai
naśhā chhāne lagā hai
khud apne pe bhī pyār sā kuchh āne lagā hai
āne lagā hai
rakhnā hai kahīṅ pāṇv to rakhte haiṅ kahīṅ ham

donoṅ: ākhir ko ik insāṅ haiṅ fariśhtā to nahīṅ ham
āhā hā āhā hā hā, hamm hamm hamm hamm …
āhā hā āhā hā hā, hamm hamm hamm hamm …