Aisaa teer chalaa mere dil par jiskee maar sahee na jaae

ऐसा तीर चला मेरे दिल पर जिसकी मार सही न जाए
Work
Year
Language

ऐसा तीर चला मेरे दिल पर जिसकी मार सही न जाए
दिल की साँस अटक गई दिल में मोसे हाय कही न जाए
तेरे नैन पे कविता लिखे कलम खोलते रह रह जाए
तेरी ज़ुल्फ़ की बात चले तो बिन बादल बरसात हो जाए
तेरी चाल की क्‌या मिसाल हिरनी नागिन भी शरमाए
मेरे दिल पर चलें बिजलियां जब कमर पर चली लहराए
तेरे रूप के आगे दर्पण के टुकड़े हो जाएं
तेरी बदन की महक से गोरी चंदन भी फीका पड़ जाए
ऐसा तीर चला मेरे दिल पर …

aisā tīr chalā mere dil par jiskī mār sahī na jāe
dil kī sāṇs aṭak gaī dil meṅ mose hāy kahī na jāe
tere nain pe kavitā likhe kalam kholte rah rah jāe
terī zulf kī bāt chale to bin bādal barsāt ho jāe
terī chāl kī k‌yā misāl hirnī nāgin bhī śharmāe
mere dil par chaleṅ bijliyāṅ jab kamar par chalī lahrāe
tere rūp ke āge darpaṇ ke ṭukaṛe ho jāeṅ
terī badan kī mahak se gorī chaṅdan bhī phīkā paṛ jāe
aisā tīr chalā mere dil par …