ऐसा पहली बार हुआ है सतरा अठरा सालों में
वो ओ वो वो ओ वो
आजकल क्यूं मेरा वक़्त कटता नहीं
कोई चेहरा निगाहों से हटता नहीं
क्या हैं बेताबियां मैने न जाना था
पहले कभी दिल ना दिवाना था ओ ओ
ऐसा पहली बार हुआ है सतरा अठरा सालों में
कोई कोई आए जाए मेरे खयालों में
ऐसा पहली बार …
लाई लाई लाई ल लाई लाई लाई ल
सपने सजाता हूं ख़ामोश रातों में
मैं डूब जाता हूं अन्जानी बातों में
कोई हवा में दुपट्टा उड़ाए
मेरी जवां धड़कनों को बढ़ाए हां
अरे उलझा उलझा रहता हूं उलझे उलझे बालों में
ऐसा पहली बार …
कोई जो आहट हो मैं जाग जाता हूं
यादों के पीछे क्यूं भाग जाता हूं
तन्हाई में दिल धड़कने लगा है
ना जाने क्यूं अब तड़पने लगा है
मैं पूछता हूं कोई बता दे
ये क्या मुझे हो गया हां
अरे मेरा नाम लिख दो तुम अब पागल दिलवालों में
कोई अरे कोई आए …
vo o vo vo o vo
ājkal kyūṅ merā vaqt kaṭtā nahīṅ
koī chehrā nigāhoṅ se haṭtā nahīṅ
kyā haiṅ betābiyāṅ maine na jānā thā
pahle kabhī dil nā divānā thā o o
aisā pahlī bār huā hai satrā aṭhrā sāloṅ meṅ
koī koī āe jāe mere khayāloṅ meṅ
aisā pahlī bār …
lāī lāī lāī la lāī lāī lāī la
sapne sajātā hūṅ khāmośh rātoṅ meṅ
maiṅ ḍūb jātā hūṅ anjānī bātoṅ meṅ
koī havā meṅ dupaṭṭā uṛāe
merī javāṅ dhaṛaknoṅ ko baṛhāe hāṅ
are uljhā uljhā rahtā hūṅ uljhe uljhe bāloṅ meṅ
aisā pahlī bār …
koī jo āhaṭ ho maiṅ jāg jātā hūṅ
yādoṅ ke pīchhe kyūṅ bhāg jātā hūṅ
tanhāī meṅ dil dhaṛakne lagā hai
nā jāne kyūṅ ab taṛapne lagā hai
maiṅ pūchhtā hūṅ koī batā de
ye kyā mujhe ho gayā hāṅ
are merā nām likh do tum ab pāgal dilvāloṅ meṅ
koī are koī āe …