ऐसा लगता है हो न हुआ होने को है
ओ ऐसा लगता है जो न हुआ होने को है
ऐसा लगता है अब दिल मेरा खोने को है
वरना दिल क्यूं धड़कता साँसें क्यूं रुकतीं
नींदें मेरी क्यूं उड़ जातीं
ऐसा लगता है …
कोई चेहरा निगाहों पे छाने लगा
कोई अब रोज ख्वाबों में आने लगा
आई रुत जो नई जागे अरमां कई
मौसम कोई गज़ल जैसे गाने लगा
ओ ऐसा लगता है जैसे नशा होने को है
हो ऐसा लगता है होश मेरा खोने को है
वरना दिल क्यूं …
महकी महकी फ़िज़ा ने लीं अंगड़ाईयां
नीली नीली हैं बादल की परछाईयां
ठंडी ठंडी हवा लाई राग नया
गूंजी गूंजी सी हैं जैसे शहनाईयां
ओ ऐसा लगता है कोई मेरा होने को है
ऐसा लगता है हर फ़ासला खोने को है
वरना दिल क्यूं …
o aisā lagtā hai jo na huā hone ko hai
aisā lagtā hai ab dil merā khone ko hai
varnā dil kyūṅ dhaṛaktā sāṇseṅ kyūṅ ruktīṅ
nīṅdeṅ merī kyūṅ uṛ jātīṅ
aisā lagtā hai …
koī chehrā nigāhoṅ pe chhāne lagā
koī ab roj khvāboṅ meṅ āne lagā
āī rut jo naī jāge armāṅ kaī
mausam koī gazal jaise gāne lagā
o aisā lagtā hai jaise naśhā hone ko hai
ho aisā lagtā hai hośh merā khone ko hai
varnā dil kyūṅ …
mahkī mahkī fizā ne līṅ aṅgaṛāīyāṅ
nīlī nīlī haiṅ bādal kī parchhāīyāṅ
ṭhaṅḍī ṭhaṅḍī havā lāī rāg nayā
gūṅjī gūṅjī sī haiṅ jaise śhahnāīyāṅ
o aisā lagtā hai koī merā hone ko hai
aisā lagtā hai har fāslā khone ko hai
varnā dil kyūṅ …