Ailee re ailee k‌yaa hai ye pahelee

ऐली रे ऐली क्‌या है ये पहेली
Work
Year
Language

पम पम पम पम प र र र र
ऐली रे ऐली क्‌या है ये पहेली
ऐसा वैसा कुछ क्‌यूँ होता है सहेली
मेरी अंगड़ाईयां मेरी अंगड़ाईयां
मेरी तन्हाईयां मेरी अंगड़ाईयां कितनी अकेली
ऐली रे ऐली …

तु रु रुम

चली हैं अबके बरस ना जाने कैसी ये हवाएं
चलूं मैं लाख संभलके पर कदम डगमगाएं
न जाने क्‌यूँ ऐसी बातें मेरे दिल में आएं जाएं
के मेरी सारी सहेलियां मेहंदी लगाएं
मैं भी आगे कर दूं अपनी हथेली
ऐली रे ऐली …

कहाँ हूँ मैं तो बस यहाँ हूँ बस मैं तो यहीं हूँ
न जाने दिल है कहीं मेरा और मैं कहीं हूँ
ना ऐसी सोणी हूँ मैं ना मैं इतनी हसीं हूँ
के देखूँ दर्पण तो लगता है ये मैं नहीं हूँ
ओय ओय कोई देखे मेरी ये अठखेली
ऐली रे ऐली …

ये दिन हैं छोटे छोटे तो बड़ी लम्बी लम्बी रातें
अरे लो सावन से पहले ही होने लगीं बरसातें
किसी से होने लगी हैं सपनों में मुलाकातें
ओ जाओ मुझको सिखाओ ना तुम ऐसी वैसी बातें
तुम दोनों ने मिलके जान मेरी ले ली
ऐली रे ऐली …

ओ वे आ वा ओ वि वि वि वि वी वी वी
ओ देखो कोई तस्वीर नहीं ये इक पैगाम है
किसी ने दूर से भेजा तुम सबको सलाम है
बड़ी ही प्यारी सी सूरत बड़ा प्यारा प्यारा नाम है
दिलों को मेल कराना अच्छे दोस्तों का काम है
तुम में से एक है दुल्हन वो नवेली
ऐली रे ऐली …

pam pam pam pam pa ra ra ra ra
ailī re ailī k‌yā hai ye pahelī
aisā vaisā kuchh k‌yūṇ hotā hai sahelī
merī aṅgaṛāīyāṅ merī aṅgaṛāīyāṅ
merī tanhāīyāṅ merī aṅgaṛāīyāṅ kitnī akelī
ailī re ailī …

tu ru rum

chalī haiṅ abke baras nā jāne kaisī ye havāeṅ
chalūṅ maiṅ lākh saṅbhalke par kadam ḍagamgāeṅ
na jāne k‌yūṇ aisī bāteṅ mere dil meṅ āeṅ jāeṅ
ke merī sārī saheliyāṅ mehaṅdī lagāeṅ
maiṅ bhī āge kar dūṅ apnī hathelī
ailī re ailī …

kahāṇ hūṇ maiṅ to bas yahāṇ hūṇ bas maiṅ to yahīṅ hūṇ
na jāne dil hai kahīṅ merā aur maiṅ kahīṅ hūṇ
nā aisī soṇī hūṇ maiṅ nā maiṅ itnī hasīṅ hūṇ
ke dekhūṇ darpaṇ to lagtā hai ye maiṅ nahīṅ hūṇ
oy oy koī dekhe merī ye aṭhkhelī
ailī re ailī …

ye din haiṅ chhoṭe chhoṭe to baṛī lambī lambī rāteṅ
are lo sāvan se pahle hī hone lagīṅ barsāteṅ
kisī se hone lagī haiṅ sapnoṅ meṅ mulākāteṅ
o jāo mujhko sikhāo nā tum aisī vaisī bāteṅ
tum donoṅ ne milke jān merī le lī
ailī re ailī …

o ve ā vā o vi vi vi vi vī vī vī
o dekho koī tasvīr nahīṅ ye ik paigām hai
kisī ne dūr se bhejā tum sabko salām hai
baṛī hī pyārī sī sūrat baṛā pyārā pyārā nām hai
diloṅ ko mel karānā achchhe dostoṅ kā kām hai
tum meṅ se ek hai dulhan vo navelī
ailī re ailī …