Ai zindgee gale lagaa le, hamne bhee tere har ik gham ko

ऐ ज़िंदगी गले लगा ले, हमने भी तेरे हर इक ग़म को
Work
Year
Language

ऐ ज़िंदगी गले लगा ले - 2
हमने भी तेरे हर इक ग़म को
गले से लगाया है - है ना
ऐ ज़िंदगी …

(हमने बहाने से, छुपके ज़माने से
पलकों के परदे में, घर कर लिया ) - 2
तेरा सहारा मिल गया है ज़िंदगी
ल … ल …
तेरा सहारा मिल गया है ज़िंदगी
ऐ ज़िंदगी …

(छोटा सा साया था, आँखों में आया था
हमने दो बूंदो से मन भर लिया ) - 2
हमको किनारा मिल गया है ज़िंदगी, ल … ल …
हमको किनारा मिल गया है ज़िंदगी
ऐ ज़िंदगी …

ai ziṅdgī gale lagā le - 2
hamne bhī tere har ik ġham ko
gale se lagāyā hai - hai nā
ai ziṅdgī …

(hamne bahāne se, chhupke zamāne se
palkoṅ ke parde meṅ, ghar kar liyā ) - 2
terā sahārā mil gayā hai ziṅdgī
la … la …
terā sahārā mil gayā hai ziṅdgī
ai ziṅdgī …

(chhoṭā sā sāyā thā, āṇkhoṅ meṅ āyā thā
hamne do būṅdo se man bhar liyā ) - 2
hamko kinārā mil gayā hai ziṅdgī, la … la …
hamko kinārā mil gayā hai ziṅdgī
ai ziṅdgī …