ल: ऐ सनम
ऐ सनम आज ये क़सम खाएँ
मुड़ के अब देखने का नाम ना लें
प्यार की वादियों में खो जाएँ
त: ऐ सनम आज ये क़सम खाएँ
फ़ासले प्यार के मिटा डालें
और दुनिया से दूर हो जाएँ
दो: ऐ सनम आज ये …
त: जिस तरफ़ जाएँ बहारों के सलाम आएँगे -2
आसमानों से भी रंगीन पयाम आएँगे
ल: तेरा जलवा है जहाँ मेरी जन्नत है वहाँ
तेरे होंठों की हँसी सौ बहारों का समाँ
त: ऐ सनम आज ये …
ल: अपना ईमान फ़क़त अपनी मोहब्बत होगी
त: हर घड़ी इश्क़ की इक ताज़ा क़यामत होगी
ल: देख कर रंग-ए-वफ़ा मुस्कुराएगा ख़ुदा
त: और सोचेगा ज़रा इश्क़ क्यों पैदा किया
दो: इश्क़ क्यों पैदा किया -2
ऐ सनम आज ये …
la: ai sanam
ai sanam āj ye qasam khāeṇ
muṛ ke ab dekhne kā nām nā leṅ
pyār kī vādiyoṅ meṅ kho jāeṇ
ta: ai sanam āj ye qasam khāeṇ
fāsle pyār ke miṭā ḍāleṅ
aur duniyā se dūr ho jāeṇ
do: ai sanam āj ye …
ta: jis taraf jāeṇ bahāroṅ ke salām āeṇge -2
āsmānoṅ se bhī raṅgīn payām āeṇge
la: terā jalvā hai jahāṇ merī jannat hai vahāṇ
tere hoṅṭhoṅ kī hṇsī sau bahāroṅ kā samāṇ
ta: ai sanam āj ye …
la: apnā īmān faqat apnī mohabbat hogī
ta: har ghaṛī iśhq kī ik tāzā qayāmat hogī
la: dekh kar raṅg-e-vafā muskurāegā khudā
ta: aur sochegā zarā iśhq kyoṅ paidā kiyā
do: iśhq kyoṅ paidā kiyā -2
ai sanam āj ye …