Ai phoolon kee raanee bahaaron kee malikaa

ऐ फूलों की रानी बहारों की मलिका
Work
Year
Language

ऐ फूलों की रानी बहारों की मलिका
तेरा मुस्कुराना गज़ब हो गया
न दिल होश में है न हम होश में हैं
नज़र का मिलाना गज़ब हो गया

तेरे होंठ क्‌या हैं गुलाबी कंवल हैं
ये दो पत्तियां प्यार की इक गज़ल हैं
वो नाज़ुक लबों से मुहब्बत की बातें
हमीं को सुनाना गज़ब हो गया

कभी खुल के मिलना कभी खुद झिझकना
कभी रास्तों पे बहकना मचलना
ये पलकों की चिलमन उठाकर गिराना
गिराकर उठाना गज़ब हो गया

फ़िज़ाओं में ठंडक घटा भर जवानी
तेरे गेसुओं की बड़ी मेहरबानी
हर इक पेंच में सैकड़ों मैकदे हैं
तेरा लड़खड़ाना गज़ब हो गया

ai phūloṅ kī rānī bahāroṅ kī malikā
terā muskurānā gazab ho gayā
na dil hośh meṅ hai na ham hośh meṅ haiṅ
nazar kā milānā gazab ho gayā

tere hoṅṭh k‌yā haiṅ gulābī kaṅval haiṅ
ye do pattiyāṅ pyār kī ik gazal haiṅ
vo nāzuk laboṅ se muhabbat kī bāteṅ
hamīṅ ko sunānā gazab ho gayā

kabhī khul ke milnā kabhī khud jhijhaknā
kabhī rāstoṅ pe bahaknā machalnā
ye palkoṅ kī chilman uṭhākar girānā
girākar uṭhānā gazab ho gayā

fizāoṅ meṅ ṭhaṅḍak ghaṭā bhar javānī
tere gesuoṅ kī baṛī meharbānī
har ik peṅch meṅ saikaṛoṅ maikde haiṅ
terā laṛkhaṛānā gazab ho gayā