ऐ नर्गिस-ए-मस्ताना बस इतनी शिकायत है
ऐ नर्गिस-ए-मस्ताना ( बस इतनी शिकायत है ) -2
समझा हमें बेगाना ( बस इतनी शिकायत है ) -2
ऐ नर्गिस-ए-मस्ताना …
हर राह पर टकराए हर मोड़ पर घबराए -2
मुँह फेर लिया तुमने हम जब भी नज़र आए -2
हो हमको नहीं पहचाना ( बस इतनी शिकायत है ) -2
ऐ नर्गिस-ए-मस्ताना …
हो जाते हो बरहम भी बन जाते हो हमदम भी
ऐ साक़ी-ए-मैख़ाना शोला भी हो शबनम भी -2
हो खाली मेरा पैमाना ( बस इतनी शिकायत है ) -2
ऐ नर्गिस-ए-मस्ताना …
हर रंग क़यामत है हर ढंग शरारत है
दिल तोड़ के चल देना ये हुस्न की आदत है -2
हाय आता नहीं बहलाना ( बस इतनी शिकायत है ) -2
ऐ नर्गिस-ए-मस्ताना …
ai nargis-e-mastānā ( bas itnī śhikāyat hai ) -2
samjhā hameṅ begānā ( bas itnī śhikāyat hai ) -2
ai nargis-e-mastānā …
har rāh par ṭakrāe har moṛ par ghabrāe -2
muṇh pher liyā tumne ham jab bhī nazar āe -2
ho hamko nahīṅ pahchānā ( bas itnī śhikāyat hai ) -2
ai nargis-e-mastānā …
ho jāte ho baraham bhī ban jāte ho hamdam bhī
ai sāqī-e-maikhānā śholā bhī ho śhabnam bhī -2
ho khālī merā paimānā ( bas itnī śhikāyat hai ) -2
ai nargis-e-mastānā …
har raṅg qayāmat hai har ḍhaṅg śharārat hai
dil toṛ ke chal denā ye husn kī ādat hai -2
hāy ātā nahīṅ bahlānā ( bas itnī śhikāyat hai ) -2
ai nargis-e-mastānā …