Ai naazneen suno naa

ऐ नाज़नीं सुनो ना
Year
Language

ऐ नाज़नीं सुनो ना

ऐ नाज़नीं सुनो ना
हमें तुम पे हक़ तो दो ना

चाहें तो जान लो ना

के देखा तुम्हें तो होश उड़ गये

होंठ जैसे ख़ुद ही सिल गये

ये होंठ जैसे ख़ुद ही सिल गये

ऐ नाज़नीं सुनो ना
हमें तुम पे हक़ तो दो ना
चाहें तो जान लो ना
के देखा तुम्हें तो होश उड़ गये
होंठ जैसे ख़ुद ही सिल गये
ये होंठ जैसे ख़ुद ही सिल गये

लगता है के तुमको रब ने बनाया जिस दम

अपनी क़ुदरतों को उसने तुम में कर दिया था गुम

इस जहाँ को हुस्न बाँटना भी कर दिया था कम

तीखे-तीखे नैन-नक़्श तेरे कलियों से कोमल होंठ तेरे

फूलों से नाज़ुक पाँव तेरे दोनो जहाँ क़ुरबान तेरे

तराशा प्यार से जिसे रब ने वो मूरत हो तुम

संगतराशों की जैसे देवी तुम

तराशा प्यार से जिसे रब ने वो मूरत हो तुम
संगतराशों की जैसे देवी तुम

तुमसा जहाँ में कोई ना

ऐ नाज़नीं सुनो ना
हमें तुम पे हक़ तो दो ना
चाहें तो जान लो ना
के देखा तुम्हें तो होश उड़ गये
होंठ जैसे ख़ुद ही सिल गये

परदा ख़यालों का है सच मुच ज़रा सामने आ

चाँद को मैं तकता हूँ पर तेरी शक़्ल आँखों में

जी जलाये चाँदनी भी ठण्डी-ठण्डी रातों में

नाता नींदों से टूट गया तेरे लिये ऐ मेरे हसीं

दिल को यकीं ये भी है मगर आयेगा ऐसा दिन भी कभी

जब मुलाक़ातें भी होंगी मीठी सी बातें भी होंगी

प्यार भरी रातें भी होंगी देखना

जब मुलाक़ातें भी होंगी मीठी सी बातें भी होंगी
प्यार भरी रातें भी होंगी देखना

आने की ख़बर दो ना

ऐ नाज़नीं सुनो ना
हमें तुम पे हक़ तो दो ना
चाहें तो जान लो ना
के देखा तुम्हें तो होश उड़ गये
होंठ जैसे ख़ुद ही सिल गये
ये होंठ जैसे ख़ुद ही सिल गये
होंठ जैसे ख़ुद ही सिल गये

ai nāznīṅ suno nā

ai nāznīṅ suno nā
hameṅ tum pe haq to do nā

chāheṅ to jān lo nā

ke dekhā tumheṅ to hośh uṛ gaye

hoṅṭh jaise khud hī sil gaye

ye hoṅṭh jaise khud hī sil gaye

ai nāznīṅ suno nā
hameṅ tum pe haq to do nā
chāheṅ to jān lo nā
ke dekhā tumheṅ to hośh uṛ gaye
hoṅṭh jaise khud hī sil gaye
ye hoṅṭh jaise khud hī sil gaye

lagtā hai ke tumko rab ne banāyā jis dam

apnī qudartoṅ ko usne tum meṅ kar diyā thā gum

is jahāṇ ko husn bāṇṭnā bhī kar diyā thā kam

tīkhe-tīkhe nain-naqśh tere kaliyoṅ se komal hoṅṭh tere

phūloṅ se nāzuk pāṇv tere dono jahāṇ qurbān tere

tarāśhā pyār se jise rab ne vo mūrat ho tum

saṅgatrāśhoṅ kī jaise devī tum

tarāśhā pyār se jise rab ne vo mūrat ho tum
saṅgatrāśhoṅ kī jaise devī tum

tumsā jahāṇ meṅ koī nā

ai nāznīṅ suno nā
hameṅ tum pe haq to do nā
chāheṅ to jān lo nā
ke dekhā tumheṅ to hośh uṛ gaye
hoṅṭh jaise khud hī sil gaye

pardā khayāloṅ kā hai sach much zarā sāmne ā

chāṇd ko maiṅ taktā hūṇ par terī śhaql āṇkhoṅ meṅ

jī jalāye chāṇdnī bhī ṭhaṇḍī-ṭhaṇḍī rātoṅ meṅ

nātā nīṅdoṅ se ṭūṭ gayā tere liye ai mere hasīṅ

dil ko yakīṅ ye bhī hai magar āyegā aisā din bhī kabhī

jab mulāqāteṅ bhī hoṅgī mīṭhī sī bāteṅ bhī hoṅgī

pyār bharī rāteṅ bhī hoṅgī dekhnā

jab mulāqāteṅ bhī hoṅgī mīṭhī sī bāteṅ bhī hoṅgī
pyār bharī rāteṅ bhī hoṅgī dekhnā

āne kī khabar do nā

ai nāznīṅ suno nā
hameṅ tum pe haq to do nā
chāheṅ to jān lo nā
ke dekhā tumheṅ to hośh uṛ gaye
hoṅṭh jaise khud hī sil gaye
ye hoṅṭh jaise khud hī sil gaye
hoṅṭh jaise khud hī sil gaye