ऐ मेरी जोहराजबीं, तुझे मालूम नहीं
ऐ मेरी जोहराजबीं, तुझे मालूम नहीं
तू अभी तक है हंसी और मैं जवान
तुझपे कुर्बान मेरी जान, मेरी जान
ये शोखियां, ये बांकपन जो तुझमें है, कहीं नहीं
दिलों को जीतने का फ़न जो तुझमें है, कहीं नहीं
मैं तेरी आँखों में पा गया दो जहां
तू मीठे बोल जान-ए-मन जो मुस्कुरा के बोल दे
तो धड़कनों में आज भी शराबी रंग घोल दे
ओ सनम मैं तेरा आशिक-ए-जाविदा
ai merī johrājbīṅ, tujhe mālūm nahīṅ
tū abhī tak hai haṅsī aur maiṅ javān
tujhpe kurbān merī jān, merī jān
ye śhokhiyāṅ, ye bāṅkapan jo tujhmeṅ hai, kahīṅ nahīṅ
diloṅ ko jītne kā fan jo tujhmeṅ hai, kahīṅ nahīṅ
maiṅ terī āṇkhoṅ meṅ pā gayā do jahāṅ
tū mīṭhe bol jān-e-man jo muskurā ke bol de
to dhaṛaknoṅ meṅ āj bhī śharābī raṅg ghol de
o sanam maiṅ terā āśhik-e-jāvidā