Ai meree jaan main ek baat kahoongaa tujhse

ऐ मेरी जान मैं एक बात कहूंगा तुझसे
Year
Language

ऐ मेरी जान मैं एक बात कहूंगा तुझसे
मर भी जाऊंगा मगर प्यार करूंगा तुझसे
ऐ मेरी जान मैं …

तुझको हाथों की लकीरों में सजाया मैने
भूलकर सारा जहां जान बनाया मैने
मेरे ख्वाबों में ख्यालों में है रौनक तुझसे
मेरी किस्मत तूने की है मोहब्बत मुझसे
तेरी खातिर मैं नसीबों से भी टकराई
ऐ मेरी जान मैं …

आस्मां से तू सिर्फ़ मेरे लिए उतरी है
मेरी साँसों में तू खुश्बू की तरह बिखरी है
मेरी बाहों में जो शर्माती हुई तू आए
जी चाहता है कि वक़्त वहीं थम जाए
इश्क़ कहते हैं किसे सबको ये दिखलाऊंगा
ऐ मेरी जान मैं …

ai merī jān maiṅ ek bāt kahūṅgā tujhse
mar bhī jāūṅgā magar pyār karūṅgā tujhse
ai merī jān maiṅ …

tujhko hāthoṅ kī lakīroṅ meṅ sajāyā maine
bhūlkar sārā jahāṅ jān banāyā maine
mere khvāboṅ meṅ khyāloṅ meṅ hai raunak tujhse
merī kismat tūne kī hai mohabbat mujhse
terī khātir maiṅ nasīboṅ se bhī ṭakrāī
ai merī jān maiṅ …

āsmāṅ se tū sirf mere lie utrī hai
merī sāṇsoṅ meṅ tū khuśhbū kī tarah bikhrī hai
merī bāhoṅ meṅ jo śharmātī huī tū āe
jī chāhtā hai ki vaqt vahīṅ tham jāe
iśhq kahte haiṅ kise sabko ye dikhlāūṅgā
ai merī jān maiṅ …