Ai kaun hai vo ... heere jaisee aankhon vaalee ... laakhon haseen dekhe

ऐ कौन है वो ... हीरे जैसी आँखों वाली ... लाखों हसीन देखे
Work
Year
Language

हूम आ आ आ -2
हूम-हूम आ आ आ -2

ऐ कौन है वो
कौन है वो
ऐ कौन है वो
हीरे जैसी आँखों वाली कौन है वो
सोने जैसे गालों वाली कौन है वो
चाँदी जैसे रंगों वाली कौन है वो
धीमी-धीमी चालों वाली कौन है वो
कौन है वो

उ: लाखों हसीन देखे कोई ठहरा ना सामने
आते ही इसके देखो सबके चेहरे उतर गए
ये बला कौन है इस का नाम है क्‌या
रहती है कहाँ करती काम है क्‌या

लाखों हसीन देखे कोई ठहरा ना सामने
आते ही इसके देखो सबके चेहरे उतर गए
को: ये बला कौन है इस का नाम है क्‌या
रहती है कहाँ करती काम है क्‌या

उ: लाल दुपट्टा ऊँचे sandal रेशमी कमीज़
पहले ना देखी थी मैने ऐसी कोई चीज़
इस जवाँ हूर से बात कर दूर से
हो जाए ना ये ख़फ़ा
लाखों हसीन देखे … चेहरे उतर गए
को: ये बला कौन है … करती काम है क्‌या

अ: ला रा ला ला ला -4
हर धड़कन को मेरी तमन्ना लबों को मेरी प्यास
सब हैं मेरे इश्क़ में पागल सब को मेरी तलाश
मुझमें हैं शोख़ियाँ
मुझमें हैं मस्तियाँ
हर दिल पे मेरा नशा
लाखों हसीं होंगे कोई मुझसा यहाँ कहाँ
कितने जवान लड़के मेरी चाहत पे मर गए
को: ये उमर ये नज़र हुस्न की ये अदा
जिसने देखा मुझे हो गया वो फ़िदा
उ: लाखों हसीन देखे … चेहरे उतर गए
को: ये बला कौन है … करती काम है क्‌या

उ: हीरे जैसी आँखों वाली
को: कौन है वो
उ: सोने जैसे बालों वाली
को: कौन है वो
उ: चाँदी जैसे रंगों वाली
को: कौन है वो
उ: धीमी-धीमी चालों वाली कौन है
को: कौन है वो

hūm ā ā ā -2
hūm-hūm ā ā ā -2

ai kaun hai vo
kaun hai vo
ai kaun hai vo
hīre jaisī āṇkhoṅ vālī kaun hai vo
sone jaise gāloṅ vālī kaun hai vo
chāṇdī jaise raṅgoṅ vālī kaun hai vo
dhīmī-dhīmī chāloṅ vālī kaun hai vo
kaun hai vo

u: lākhoṅ hasīn dekhe koī ṭhahrā nā sāmne
āte hī iske dekho sabke chehre utar gae
ye balā kaun hai is kā nām hai k‌yā
rahtī hai kahāṇ kartī kām hai k‌yā

lākhoṅ hasīn dekhe koī ṭhahrā nā sāmne
āte hī iske dekho sabke chehre utar gae
ko: ye balā kaun hai is kā nām hai k‌yā
rahtī hai kahāṇ kartī kām hai k‌yā

u: lāl dupaṭṭā ūṇche sandal reśhmī kamīz
pahle nā dekhī thī maine aisī koī chīz
is javāṇ hūr se bāt kar dūr se
ho jāe nā ye khafā
lākhoṅ hasīn dekhe … chehre utar gae
ko: ye balā kaun hai … kartī kām hai k‌yā

a: lā rā lā lā lā -4
har dhaṛkan ko merī tamannā laboṅ ko merī pyās
sab haiṅ mere iśhq meṅ pāgal sab ko merī talāśh
mujhmeṅ haiṅ śhokhiyāṇ
mujhmeṅ haiṅ mastiyāṇ
har dil pe merā naśhā
lākhoṅ hasīṅ hoṅge koī mujhsā yahāṇ kahāṇ
kitne javān laṛke merī chāhat pe mar gae
ko: ye umar ye nazar husn kī ye adā
jisne dekhā mujhe ho gayā vo fidā
u: lākhoṅ hasīn dekhe … chehre utar gae
ko: ye balā kaun hai … kartī kām hai k‌yā

u: hīre jaisī āṇkhoṅ vālī
ko: kaun hai vo
u: sone jaise bāloṅ vālī
ko: kaun hai vo
u: chāṇdī jaise raṅgoṅ vālī
ko: kaun hai vo
u: dhīmī-dhīmī chāloṅ vālī kaun hai
ko: kaun hai vo