ऐ जिंदगी गले लगा ले
हमने भी तेरे हर एक ग़म को गले से लगाया है, है ना
हमने बहाने से छुपके ज़माने से
पलकों को परदे में घर भर लिया
तेरा सहारा मिल गया है जिंदगी
छोटा सा साया था, आँखों में आया था
हमने दो बूंदों से मन भर लिया
हमको किनारा मिल गया है जिंदगी
ai jiṅdgī gale lagā le
hamne bhī tere har ek ġham ko gale se lagāyā hai, hai nā
hamne bahāne se chhupke zamāne se
palkoṅ ko parde meṅ ghar bhar liyā
terā sahārā mil gayā hai jiṅdgī
chhoṭā sā sāyā thā, āṇkhoṅ meṅ āyā thā
hamne do būṅdoṅ se man bhar liyā
hamko kinārā mil gayā hai jiṅdgī