ऐ जी ओ जी लो जी सुनो जी मैं हूँ मनमौजी ... मेरा नाम है लखन्
ऐ जी ओ जी लो जी सुनो जी मैं हूँ मनमौजी
करता हूँ मैं जो वो तुम भी करो जी
one two का four, four two का one, my name is Lakhan
सजनों का सजन मेरा नाम है लखन
ऐ जी ओ जी …
हो दुनिया चकोरी हे पैसा है चन्दा सूली पे लटका हर एक बन्दा
सबके गले में माया का फन्दा सीखो ओ यारों इनसे ये धन्धा
हो दो बोल मीठे बस बोल के हर माल बेचो कम तौल के रे बाबा कम तौल के
तुम अपनी खाली जेबें भरो जी
करता हूँ मैं जो …
मैं कुछ ना जानूं इससे ज्यादा तू मेरा मोहन मैं तेरी राधा
जीवन नहीं इतना सीधा सादा कैसे करूं तुमसे कोई वादा
वादे हैं झूठे सच्चे हो तुम जैसे भी हो बड़े अच्छे हो तुम
कहते हो सबसे मैं हूँ मनमौजी मनमौजी हो तो मौज करो जी
one two का four …
करो कोई जतन जल्दी हो मिलन
खा पी रहा है ये सारा ज़माना जो भूखा प्यासा है वो दीवाना
अरे दौलत की झूठी चमक पे न जाना मेहनत से रोजी रोटी कमाना
कहना बड़ों का तुम मान लो अच्छा बुरा क्या है जान लो
अरे कहता हूँ मैं जो …
मैने नहीं सुना फिर से कहो जी
नहीं number two कोई दोनों ही number one
मेरे राम लखन जियो राम लखन
सजनों के सजन जियो राम लखन्
ai jī o jī lo jī suno jī maiṅ hūṇ manmaujī
kartā hūṇ maiṅ jo vo tum bhī karo jī
one two kā four, four two kā one, my name is Lakhan
sajnoṅ kā sajan merā nām hai lakhan
ai jī o jī …
ho duniyā chakorī he paisā hai chandā sūlī pe laṭkā har ek bandā
sabke gale meṅ māyā kā phandā sīkho o yāroṅ inse ye dhandhā
ho do bol mīṭhe bas bol ke har māl becho kam taul ke re bābā kam taul ke
tum apnī khālī jebeṅ bharo jī
kartā hūṇ maiṅ jo …
maiṅ kuchh nā jānūṅ isse jyādā tū merā mohan maiṅ terī rādhā
jīvan nahīṅ itnā sīdhā sādā kaise karūṅ tumse koī vādā
vāde haiṅ jhūṭhe sachche ho tum jaise bhī ho baṛe achchhe ho tum
kahte ho sabse maiṅ hūṇ manmaujī manmaujī ho to mauj karo jī
one two kā four …
karo koī jatan jaldī ho milan
khā pī rahā hai ye sārā zamānā jo bhūkhā pyāsā hai vo dīvānā
are daulat kī jhūṭhī chamak pe na jānā mehnat se rojī roṭī kamānā
kahnā baṛoṅ kā tum mān lo achchhā burā kyā hai jān lo
are kahtā hūṇ maiṅ jo …
maine nahīṅ sunā phir se kaho jī
nahīṅ number two koī donoṅ hī number one
mere rām lakhan jiyo rām lakhan
sajnoṅ ke sajan jiyo rām lakhan