ऐ जान-ए-बहाराँ जान-ए-करम्
ऐ जान-ए-बहाराँ जान-ए-करम
मिट जाएँ सभी दुनिया के सितम
छा जाएँ जहाँ पर हम ही हम
ग़र तेरा सहारा मिल जाए
हम प्यार के राही आख़िर को
अब आ ही गए इस मंज़िल पे
जलवे तो हज़ारों देख लिए
देखा नहीं तुझसा महफ़िल में
आ जाए ज़माना ज़ेर-ए-क़दम
गर तेरा सहारा …
हो जाए जो गर हम पर एक नज़र
उस एक नज़र का क्या कहना
हो जाए जिगर में दर्द भी कम
गर तेरा सहारा …
ai jān-e-bahārāṇ jān-e-karam
miṭ jāeṇ sabhī duniyā ke sitam
chhā jāeṇ jahāṇ par ham hī ham
ġhar terā sahārā mil jāe
ham pyār ke rāhī ākhir ko
ab ā hī gae is maṅzil pe
jalve to hazāroṅ dekh lie
dekhā nahīṅ tujhsā mahafil meṅ
ā jāe zamānā zer-e-qadam
gar terā sahārā …
ho jāe jo gar ham par ek nazar
us ek nazar kā kyā kahnā
ho jāe jigar meṅ dard bhī kam
gar terā sahārā …