ऐ इश्क़ ये सब दुनिया वाले
ऐ इश्क़ ये सब दुनिया वाले
बेकार की बातें करते हैं
पायल के ग़मों का इल्म नहीं
झंकार की बातें करते हैं
हर दिल में छुपा है पीर कोई
हर पाँव में है ज़ंजीर कोई
पूछे कोई उन से ग़म के मज़े
जो प्यार की बातें करते हैं
उल्फ़त के नये दीवानों को
किस तरह से कोई समझाये
नज़रों पे लगी है पाबन्दी
दीदार की बातें करते हैं
भँवरे हैं अगर मदहोश तो क्या
परवाने भी हैं खामोश तो क्या
सब प्यार के नग़में गाते हैं
सब यार की बातें करते हैं
ai iśhq ye sab duniyā vāle
bekār kī bāteṅ karte haiṅ
pāyal ke ġhamoṅ kā ilm nahīṅ
jhaṅkār kī bāteṅ karte haiṅ
har dil meṅ chhupā hai pīr koī
har pāṇv meṅ hai zaṅjīr koī
pūchhe koī un se ġham ke maze
jo pyār kī bāteṅ karte haiṅ
ulfat ke naye dīvānoṅ ko
kis tarah se koī samjhāye
nazroṅ pe lagī hai pābandī
dīdār kī bāteṅ karte haiṅ
bhṇvre haiṅ agar madhośh to kyā
parvāne bhī haiṅ khāmośh to kyā
sab pyār ke naġhmeṅ gāte haiṅ
sab yār kī bāteṅ karte haiṅ