ऐ दोस्त मेरे मैने दुनिया देखी है
ऐ दोस्त मेरे मैने दुनिया देखी है
अच्छी तरह अपनी नज़र से देखी है
यहाँ अच्छा बुरा कौन है पहचानना मुश्क़िल
सच की पूजा करने वाले हमने भूखे मरते देखे
झूठ का दामन थामने वाले हमने मौजें करते देखे
फूलों की सेज पर सो कर झूठे को आराम ना आए
लेकिन सच्चे को पल भर में काँटों पर नींद आ जाए
ऐ दोस्त मेरे …
जिसका मन हो साफ़ ( वो गिरकर ) -2 भी ऊपर आता है
चाँद को देखो जो घट-घट कर फिर भी आगे बढ़ जाता है
जिसका तारा चमका सब ने बढ़कर उसका साथ दिया
गिरते को यहाँ किसने थामा किसने उसको हाथ दिया
अपनी तो हर सुबह होली अपनी तो हर शाम दीवाली
दो दिन की ये दुनिया साथ नहीं है जाने वाली
ऐ दोस्त मेरे …
ai dost mere maine duniyā dekhī hai
achchhī tarah apnī nazar se dekhī hai
yahāṇ achchhā burā kaun hai pahchānnā muśhqil
sach kī pūjā karne vāle hamne bhūkhe marte dekhe
jhūṭh kā dāman thāmne vāle hamne maujeṅ karte dekhe
phūloṅ kī sej par so kar jhūṭhe ko ārām nā āe
lekin sachche ko pal bhar meṅ kāṇṭoṅ par nīṅd ā jāe
ai dost mere …
jiskā man ho sāf ( vo girkar ) -2 bhī ūpar ātā hai
chāṇd ko dekho jo ghaṭ-ghaṭ kar phir bhī āge baṛh jātā hai
jiskā tārā chamkā sab ne baṛhkar uskā sāth diyā
girte ko yahāṇ kisne thāmā kisne usko hāth diyā
apnī to har subah holī apnī to har śhām dīvālī
do din kī ye duniyā sāth nahīṅ hai jāne vālī
ai dost mere …