Ai dil mujhe aisee jagah le chal jahaan koee naa ho

ऐ दिल मुझे ऐसी जगह ले चल जहाँ कोई ना हो
Work
Year
Language

ऐ दिल मुझे ऐसी जगह ले चल जहाँ कोई ना हो
अपना-पराया, मेहराबां-नामेहराबां कोई ना हो
जा कर कहीं खो जाऊँ मैं, नींद आये और सो जाऊँ मैं
दुनिया मुझे ढूंढें मगर मेरा निशां कोई ना हो
उल्फ़त का बदला मिल गया, वो ग़म लूटा वो दिल गया
चलना है सब से दूर दूर, अब कारवा कोई ना हो

ai dil mujhe aisī jagah le chal jahāṇ koī nā ho
apnā-parāyā, mehrābāṅ-nāmehrābāṅ koī nā ho
jā kar kahīṅ kho jāūṇ maiṅ, nīṅd āye aur so jāūṇ maiṅ
duniyā mujhe ḍhūṅḍheṅ magar merā niśhāṅ koī nā ho
ulfat kā badlā mil gayā, vo ġham lūṭā vo dil gayā
chalnā hai sab se dūr dūr, ab kārvā koī nā ho