Ai dil meree vafaa men koee asar naheen hai

ऐ दिल मेरी वफ़ा में कोई असर नहीं है
Year
Language

ल: ऐ दिल मेरी वफ़ा में कोई असर नहीं है
मैं मर रही हूँ जिन पर उनको खबर नहीं है
ऐ दिल मेरी वफ़ा में
मेरे ही दिल में रह कर मुझ पर नज़र नहीं है
ऐ दिल मेरी वफ़ा में …

इर: (दिल लेके अब कहाँ है दिल के जगाने(?) वाले)-2
(आँखों से दूर क्‌यों है दिल में समाने वाले)-2
कोई उन्हें बताएं मुझको खबर नहीं है
ऐ दिल मेरी वफ़ा में …

ल: उठते हैं दिल के शोले
आँखों में है अन्धेरा
मैं हो गई किसी की
(कोई हुआ न मेरा)-3
जो आग इधर लगी है
वो आग उधर नहीं है
ऐ दिल मेरी वफ़ा में …

इर: अब याद में किसी की
मर मर के जी रही हूँ
आँसू जो आ रहें हैं
आँखों में पी रही हूँ
अब याद में किसी की
मर मर के जी रही हूँ
होती है ? दिल में
और आन्ख कर ? रही है
ऐ दिल मेरी वफ़ा में …

la: ai dil merī vafā meṅ koī asar nahīṅ hai
maiṅ mar rahī hūṇ jin par unko khabar nahīṅ hai
ai dil merī vafā meṅ
mere hī dil meṅ rah kar mujh par nazar nahīṅ hai
ai dil merī vafā meṅ …

ir: (dil leke ab kahāṇ hai dil ke jagāne(?) vāle)-2
(āṇkhoṅ se dūr k‌yoṅ hai dil meṅ samāne vāle)-2
koī unheṅ batāeṅ mujhko khabar nahīṅ hai
ai dil merī vafā meṅ …

la: uṭhte haiṅ dil ke śhole
āṇkhoṅ meṅ hai andherā
maiṅ ho gaī kisī kī
(koī huā na merā)-3
jo āg idhar lagī hai
vo āg udhar nahīṅ hai
ai dil merī vafā meṅ …

ir: ab yād meṅ kisī kī
mar mar ke jī rahī hūṇ
āṇsū jo ā raheṅ haiṅ
āṇkhoṅ meṅ pī rahī hūṇ
ab yād meṅ kisī kī
mar mar ke jī rahī hūṇ
hotī hai ? dil meṅ
aur ānkh kar ? rahī hai
ai dil merī vafā meṅ …