ऐ चाँद तेरी चाँदनी की कसम्
ऐ चाँद तेरी चाँदनी की कसम
मेरे पास भी इक चाँद है
तुझमें तो फिर भी दाग है
मेरा चाँद तो बेदाग है
तेरी दूरियों की कसम
मेरा चाँद मेरे पास है
ऐ चाँद तेरी …
किरणों से भरी सुबह हो तारों से भरी शाम
मौजों में तेरा चेहरा फूलों में तेरा नाम
मेरे महबूब सनम तू मेरा एह्सास है
ऐ चाँद तेरी …
तारीफ़ करो ना इतनी तुम साँसें हैं रुकी जातीं
आती है शर्म सी मुझको आँखें हैं झुकी जातीं
मेरी धड़कनों में सनम हर घड़ी तेरी प्यास है
ऐ चाँद तेरी …
ai chāṇd terī chāṇdnī kī kasam
mere pās bhī ik chāṇd hai
tujhmeṅ to phir bhī dāg hai
merā chāṇd to bedāg hai
terī dūriyoṅ kī kasam
merā chāṇd mere pās hai
ai chāṇd terī …
kirṇoṅ se bharī subah ho tāroṅ se bharī śhām
maujoṅ meṅ terā chehrā phūloṅ meṅ terā nām
mere mahbūb sanam tū merā ehsās hai
ai chāṇd terī …
tārīf karo nā itnī tum sāṇseṅ haiṅ rukī jātīṅ
ātī hai śharm sī mujhko āṇkheṅ haiṅ jhukī jātīṅ
merī dhaṛaknoṅ meṅ sanam har ghaṛī terī pyās hai
ai chāṇd terī …