Ai ajanbee, too bhee kabhee aavaaj de kaheen se

ऐ अजनबी, तू भी कभी आवाज दे कहीं से
Work
Year
Language

पाखी पाखी परदेसी
पाखी पाखी परदेसी

ऐ अजनबी, तू भी कभी
आवाज़ दे कहीं से
मैं यहाँ टुकड़ों में जी रहा हूँ
तू कहीं टुकड़ों में जी रही है

रोज रोज रेशम सी हवा
आते जाते कहती है बता
वो जो दूधधूली, मासूम कली
वो है कहाँ, कहाँ है
वो रोशनी कहाँ है
वो जान सी कहाँ है
मैं अधूरा, तू अधूरी जी रही है

तू तो नहीं है लेकिन तेरी मुस्कुराहट है
चेहरा कहीं नहीं है, पर तेरी आहटें हैं
तू है कहाँ, कहाँ है
तेरा निशाँ कहाँ है
मेरा जहां कहाँ है
मैं अधूरा, तू अधूरी जी रही है

pākhī pākhī pardesī
pākhī pākhī pardesī

ai ajanbī, tū bhī kabhī
āvāz de kahīṅ se
maiṅ yahāṇ ṭukaṛoṅ meṅ jī rahā hūṇ
tū kahīṅ ṭukaṛoṅ meṅ jī rahī hai

roj roj reśham sī havā
āte jāte kahtī hai batā
vo jo dūdhdhūlī, māsūm kalī
vo hai kahāṇ, kahāṇ hai
vo rośhnī kahāṇ hai
vo jān sī kahāṇ hai
maiṅ adhūrā, tū adhūrī jī rahī hai

tū to nahīṅ hai lekin terī muskurāhaṭ hai
chehrā kahīṅ nahīṅ hai, par terī āhṭeṅ haiṅ
tū hai kahāṇ, kahāṇ hai
terā niśhāṇ kahāṇ hai
merā jahāṅ kahāṇ hai
maiṅ adhūrā, tū adhūrī jī rahī hai