ऐ आसमाँ के राही ... हाय सावन बन गए नैन्
ऐ आसमाँ के राही तू ही गवाह रहना
थमता नहीं है कबसे इन आँसुओं का बहना
तेरा अगर गुज़र हो इस देश की तरफ़ से
कोई तड़प रहा है इतना ही उनसे कहना
हाय सावन बन गए नैन
सावन बन गए नैन पिया बिन
सावन बन गए नैन
सूना-सूना घर है बलम बिन सूने हैं दिन-रैन
हो पूछो न जी के बैन
सावन बन गए …
नैन हमारे गंगा-जमना
बादल से ये हरगिज़ कम ना
मुश्क़िल है अँसुवन का थमना
कटती नहीं मोसे बिरहा की रैन
सावन बन गए …
दिल के छाले फूट गए हैं
प्यार के तारे टूट गए हैं
चोर मेरे मन लूट गए हैं
मिलता नहीं मुझ अभागन को चैन
सावन बन गए …
ai āsmāṇ ke rāhī tū hī gavāh rahnā
thamtā nahīṅ hai kabse in āṇsuoṅ kā bahnā
terā agar guzar ho is deśh kī taraf se
koī taṛap rahā hai itnā hī unse kahnā
hāy sāvan ban gae nain
sāvan ban gae nain piyā bin
sāvan ban gae nain
sūnā-sūnā ghar hai balam bin sūne haiṅ din-rain
ho pūchho na jī ke bain
sāvan ban gae …
nain hamāre gaṅgā-jamnā
bādal se ye hargiz kam nā
muśhqil hai aṇsuvan kā thamnā
kaṭtī nahīṅ mose birhā kī rain
sāvan ban gae …
dil ke chhāle phūṭ gae haiṅ
pyār ke tāre ṭūṭ gae haiṅ
chor mere man lūṭ gae haiṅ
miltā nahīṅ mujh abhāgan ko chain
sāvan ban gae …