अगर मैं पूछूँ जवाब दोगे, दिल क्यों मेरा तड़प रहा है
अगर मैं पूछूँ जवाब दोगे
दिल क्यों मेरा तड़प रहा है
तेरे ही दिल में है प्यार कुछ कुछ
मेरे भी दिल में ज़रा ज़रा है
बुरा न मानो, तो अपने हाथों
ये बिखरी ज़ुल्फ़ें, सँवार दूं मैं
हसीन पलकों की छाँव में अब
ये सारा जीवन गुज़ार दूँ मैं
ये दिल की बातें कोई न सुन ले
सनम ज़माना बड़ा बुरा है, अगर मैं …
नज़र बचा के, अगर मैं जाऊं
तो मेरा दामन, ना थाम लेना
कोई जो पूछे ये क्या हवा है
कभी भी मेरा ना नाम लेना
लगा के दिल से रखेंगे हम तो
ये दर्द तेरा दिया हुआ है, अगर मैं …
ये ठंडी ठंडी, मचलती लहरें
हमारे दिल को, जला न जाएं
उठी है तूफ़ाँ दिल-ओ-नज़र में
किसे बचाएं किसे संभालें
न चैन तुमको ना होश हमको
ये क्या हुआ है ये क्या हुआ है, अगर मैं …
agar maiṅ pūchhūṇ javāb doge
dil kyoṅ merā taṛap rahā hai
tere hī dil meṅ hai pyār kuchh kuchh
mere bhī dil meṅ zarā zarā hai
burā na māno, to apne hāthoṅ
ye bikhrī zulfeṅ, sṇvār dūṅ maiṅ
hasīn palkoṅ kī chhāṇv meṅ ab
ye sārā jīvan guzār dūṇ maiṅ
ye dil kī bāteṅ koī na sun le
sanam zamānā baṛā burā hai, agar maiṅ …
nazar bachā ke, agar maiṅ jāūṅ
to merā dāman, nā thām lenā
koī jo pūchhe ye kyā havā hai
kabhī bhī merā nā nām lenā
lagā ke dil se rakheṅge ham to
ye dard terā diyā huā hai, agar maiṅ …
ye ṭhaṅḍī ṭhaṅḍī, machaltī lahreṅ
hamāre dil ko, jalā na jāeṅ
uṭhī hai tūfāṇ dil-o-nazar meṅ
kise bachāeṅ kise saṅbhāleṅ
na chain tumko nā hośh hamko
ye kyā huā hai ye kyā huā hai, agar maiṅ …