अगर आसमाँ तक मेरा हाथ जाता
मुकुल: (अगर आसमाँ तक मेरा हाथ जाता)-3
तो माथे पे चंदा की बिंदिया लगाता
तेरी माँग तारों से मैं सजाता
अल्का: अगर आसमाँ तक मेरा हाथ जाता
तो मैं चाँदनी से भी सेहरा बनाती
मोहब्बत की धड़कन से उसको सजाती
मैं ख़ुद अपने हाथों से तुझको पहनाती
अगर आसमाँ तक मेरा हाथ जाता
मुकुल: अगर आसमाँ तक मेरा हाथ जाता
मुकुल: मेरे पास दिल के सिवा कुछ नहीं है
अल्का: ज़माने में दिल से बड़ा कुछ नहीं है
मुकुल: तो फिर आ तुझे अपने दिल में बसा लूँ
अल्का: (तुझे अपने हाथों की रेखा बना लूँ)-2
(अगर ये समंदर मेरे बस में होता)-2
मोहब्बत का मोती मैं इस में से लाती
सुन मेरे साजन सुन मेरे साथी
मुकुल: (अगर आसमाँ तक मेरा हाथ जाता)-2
अल्का: अगर तुझसे बिछड़ूँ तो मर जाऊँ सनम
मुकुल: क़सम तुझको मेरी ना बोल ऐसा हमदम
अल्का: क्या है तमन्ना तेरी मेरे साजन
मुकुल: रहूँ तेरे दिल में तेरी बन के धड़कन
अल्का: रहूँ तेरे दिल में तेरी बन के धड़कन
मुकुल: (अगर ये जहाँ मेरी मुट्ठी में आता)-2
तो तुझ पर से क़ुर्बान कर के लुटाता
तेरी माँग तारों से मैं सजाता
(मुकुल: अगर आसमाँ तक मेरा हाथ जाता
अल्का: अगर आसमाँ तक मेरा हाथ जाता)-2
mukul: (agar āsmāṇ tak merā hāth jātā)-3
to māthe pe chaṅdā kī biṅdiyā lagātā
terī māṇg tāroṅ se maiṅ sajātā
alkā: agar āsmāṇ tak merā hāth jātā
to maiṅ chāṇdnī se bhī sehrā banātī
mohabbat kī dhaṛkan se usko sajātī
maiṅ khud apne hāthoṅ se tujhko pahnātī
agar āsmāṇ tak merā hāth jātā
mukul: agar āsmāṇ tak merā hāth jātā
mukul: mere pās dil ke sivā kuchh nahīṅ hai
alkā: zamāne meṅ dil se baṛā kuchh nahīṅ hai
mukul: to phir ā tujhe apne dil meṅ basā lūṇ
alkā: (tujhe apne hāthoṅ kī rekhā banā lūṇ)-2
(agar ye samaṅdar mere bas meṅ hotā)-2
mohabbat kā motī maiṅ is meṅ se lātī
sun mere sājan sun mere sāthī
mukul: (agar āsmāṇ tak merā hāth jātā)-2
alkā: agar tujhse bichhaṛūṇ to mar jāūṇ sanam
mukul: qasam tujhko merī nā bol aisā hamdam
alkā: kyā hai tamannā terī mere sājan
mukul: rahūṇ tere dil meṅ terī ban ke dhaṛkan
alkā: rahūṇ tere dil meṅ terī ban ke dhaṛkan
mukul: (agar ye jahāṇ merī muṭṭhī meṅ ātā)-2
to tujh par se qurbān kar ke luṭātā
terī māṇg tāroṅ se maiṅ sajātā
(mukul: agar āsmāṇ tak merā hāth jātā
alkā: agar āsmāṇ tak merā hāth jātā)-2