अई अई आ करूँ मैं क्या सूकू सूकू
अई अई आ सूकू सूकू
अई अई आ करूँ मैं क्या सूकू सूकू
खो गया दिल मेरा सूकू सूकू
कोई मस्ताना कहे कोई दीवाना कहे
कोई परवाना कहे जलने को बेक़रार
चाहत का मुझपे असर मैं दुनिया से बेख़बर
चलता हूँ अपनी डगर मंज़िल है मेरी प्यार
अई अई आ …
चौंको मत ऐ दोस्तों यूँ ही मुझसे मत डरो
मेरे भोले प्यार को नादानी ना समझो
हाथों में जो हाथ है जीवन भर का साथ है
सीधी-सच्ची बात है कहानी न समझो
अई अई आ …
मेरी आँखों में नशा मेरी बातों में नशा
मेरी साँसों में नशा बहका मैं बिन पिए
घुटती-घुटती बेबसी सहमी-सहमी हर घड़ी
बिन चाहत क्या ज़िन्दगी जीता मैं किसलिए
अई अई आ …
aī aī ā sūkū sūkū
aī aī ā karūṇ maiṅ kyā sūkū sūkū
kho gayā dil merā sūkū sūkū
koī mastānā kahe koī dīvānā kahe
koī parvānā kahe jalne ko beqrār
chāhat kā mujhpe asar maiṅ duniyā se bekhbar
chaltā hūṇ apnī ḍagar maṅzil hai merī pyār
aī aī ā …
chauṅko mat ai dostoṅ yūṇ hī mujhse mat ḍaro
mere bhole pyār ko nādānī nā samjho
hāthoṅ meṅ jo hāth hai jīvan bhar kā sāth hai
sīdhī-sachchī bāt hai kahānī na samjho
aī aī ā …
merī āṇkhoṅ meṅ naśhā merī bātoṅ meṅ naśhā
merī sāṇsoṅ meṅ naśhā bahkā maiṅ bin pie
ghuṭtī-ghuṭtī bebsī sahmī-sahmī har ghaṛī
bin chāhat kyā zindgī jītā maiṅ kislie
aī aī ā …