अदाएं भी हैं मुहब्बत भी है ... मेरे महबूब में
अदाएं भी हैं मुहब्बत भी है
शराफ़त भी है मेरे महबूब में
वो दीवानापन वो ज़ालिम अदा
शराफ़त भी है …
वो दीवानापन वो मासूमियत
शरारत भी है …
न पूछो मेरा दिल कहां खो गया
तुझे देखते ही तेरा हो गया
आँखों में तू है मेरे ख़्वाबों में तू है
यादों के महके गुलाबों में तू है
वो सहमी नज़र वो कमसिन नज़र
चाहत भी है मेरे महबूब में
साँसों की बहकी लहर रुक गई
मुझे शर्म आई नज़र झुक गई
कि हम उनके कितने करीब आ गए
थे सोच के हम तो घबरा गए
वो बाँकपन वो दीवानगी
इनायत भी है मेरे महबूब में
वो दीवानापन वो ज़ालिम अदा …
मुहब्बत की दुनिया बसाने चला
मैं तेरे लिए सब भुलाने चला
ख़ुश्बू कोई उसकी बातों में है
हर फ़ैसला उसके हाथों में है
वो महका बदन वो शर्मिलापन
नज़ाकत भी है मेरे महबूब में
वो दीवानापन वो ज़ालिम अदा …
adāeṅ bhī haiṅ muhabbat bhī hai
śharāfat bhī hai mere mahbūb meṅ
vo dīvānāpan vo zālim adā
śharāfat bhī hai …
vo dīvānāpan vo māsūmiyat
śharārat bhī hai …
na pūchho merā dil kahāṅ kho gayā
tujhe dekhte hī terā ho gayā
āṇkhoṅ meṅ tū hai mere khvāboṅ meṅ tū hai
yādoṅ ke mahke gulāboṅ meṅ tū hai
vo sahmī nazar vo kamsin nazar
chāhat bhī hai mere mahbūb meṅ
sāṇsoṅ kī bahkī lahar ruk gaī
mujhe śharm āī nazar jhuk gaī
ki ham unke kitne karīb ā gae
the soch ke ham to ghabrā gae
vo bāṇkapan vo dīvāngī
ināyat bhī hai mere mahbūb meṅ
vo dīvānāpan vo zālim adā …
muhabbat kī duniyā basāne chalā
maiṅ tere lie sab bhulāne chalā
khuśhbū koī uskī bātoṅ meṅ hai
har faislā uske hāthoṅ meṅ hai
vo mahkā badan vo śharmilāpan
nazākat bhī hai mere mahbūb meṅ
vo dīvānāpan vo zālim adā …