अदा क़ातिल नज़र बर्क़-ए-बला यूँ भी है
हाँ आँ आँ
अदा क़ातिल नज़र बर्क़-ए-बला
यूँ भी है और यूँ भी
बला
यूँ भी है और यूँ भी
मोहब्बत करने वालों की क़ज़ा
यूँ भी है और यूँ भी
क़ज़ा
यूँ भी है और यूँ भी
आ
आ
( कभी चिलमन उठा देना
कभी चिलमन गिरा देना ) -2
कभी चिलमन गिरा देना
सितमगर नाज़नीनों की अदा
यूँ भी है और यूँ भी
अदा
यूँ भी है और यूँ भी
आ
आ
( हमें चाहा तो क्यूँ चाहा
हमें भूले तो क्यूँ भूले ) -2
हमें भूले तो क्यूँ भूले -2
हाय
सज़ा हम क्यूँ न दे उनकी ख़ता
यूँ भी है और यूँ भी
( ख़ता
यूँ भी है और यूँ भी ) -2
अदा क़ातिल नज़र बर्क़-ए-बला
यूँ भी है यूँ भी बला
यूँ भी है और यूँ भी
hāṇ āṇ āṇ
adā qātil nazar barq-e-balā
yūṇ bhī hai aur yūṇ bhī
balā
yūṇ bhī hai aur yūṇ bhī
mohabbat karne vāloṅ kī qazā
yūṇ bhī hai aur yūṇ bhī
qazā
yūṇ bhī hai aur yūṇ bhī
ā
ā
( kabhī chilman uṭhā denā
kabhī chilman girā denā ) -2
kabhī chilman girā denā
sitamgar nāznīnoṅ kī adā
yūṇ bhī hai aur yūṇ bhī
adā
yūṇ bhī hai aur yūṇ bhī
ā
ā
( hameṅ chāhā to kyūṇ chāhā
hameṅ bhūle to kyūṇ bhūle ) -2
hameṅ bhūle to kyūṇ bhūle -2
hāy
sazā ham kyūṇ na de unkī khatā
yūṇ bhī hai aur yūṇ bhī
( khatā
yūṇ bhī hai aur yūṇ bhī ) -2
adā qātil nazar barq-e-balā
yūṇ bhī hai yūṇ bhī balā
yūṇ bhī hai aur yūṇ bhī