ki: ( jo tum karo maiṅ kar saktā hūṇ baṛh ke
ajī baṛh ke
śha: maiṅ kar saktī hūṇ tumse bhī baṛh-chaṛh ke
baṛh-chaṛh ke ) -2
maiṅ ūṇche suroṅ meṅ gāūṇ
ki: maiṅ tumse bhī ūṇchā gāūṇ
śha: hoy maiṅ ūṇche suroṅ meṅ gāūṇ
ki: ajī maiṅ tumse bhī ūṇchā gāūṇ
ki: sa re ga
śha: re ga ma
ki: ga ma pa
śha: ma pa dha
ki: pa dha ni
śha: dha ni pa
ki: ni sa re re re
śha: sa re ga re ga ma ma pa dha
śha: ( jo tum karo maiṅ kar saktī hūṇ baṛh ke
ajī baṛh ke
ki: maiṅ kar saktā hūṇ tumse bhī baṛh-chaṛh ke
baṛh-chaṛh ke ) -2
ki: ( maiṅ jhaṭ-paṭ jhaṭā-paṭ bolūṇ
śha: maiṅ phaṭ-phaṭ phaṭā-phaṭ bolūṇ ) -2
ki: jhaṭ-paṭ jhaṭ-paṭ
śha: phaṭ-phaṭ phaṭ-phaṭ
ki: are jhaṭ-paṭ jhaṭ-paṭ
śha: phaṭ-phaṭ phaṭ-phaṭ ) -3
śha: turrr
śha: ( jo tum karo maiṅ kar saktī hūṇ baṛh ke
ajī baṛh ke
ki: maiṅ kar saktā hūṇ tumse bhī baṛh-chaṛh ke
baṛh-chaṛh ke ) -2
śha: ( maiṅ dhīre-dhīre bolūṇ
ki: maiṅ tumse bhī dhīre bolūṇ ) -2
ki: āo dil kī bāt kareṅ
śha: āj tumse dūr hai
ki: ham tum pe marte haiṅ
śha: ham tumse ḍarte haiṅ
ki: ham jān luṭāte haiṅ
śha: ham jān chhuṛāte haiṅ
ki: ham dil ke
śha: tum dil ke khoṭe ho
tum bepeṅdī ke loṭe ho
ḍabal roṭe ho
tum bahut hī moṭe ho
ki: āūṅ
śha: āṅ
śha: ( jo tum karo maiṅ kar saktī hūṇ baṛh ke
ajī baṛh ke
ki: maiṅ kar saktā hūṇ tumse bhī baṛh-chaṛh ke
baṛh-chaṛh ke ) -2
śha: ( maiṅ mīthā-mīṭhā gāūṇ
ki: maiṅ tumse bhī mīṭhā gāūṇ ) -2
śha: jiyā beqrār hai
chhāī bahār hai
ājā more bālmā
terā iṅtazār hai
jiyā beqrār hai
chhāī bahār hai
ājā more bālmā
ki: bālam āy baso mere man meṅ
bā
śha: jo tum karo maiṅ kar saktī hūṇ baṛh ke
ajī baṛh ke
ki: tum kar saktā ho mujhse bhī baṛh-chaṛh ke
baṛh-chaṛh ke
śha: jo tum karo maiṅ kar saktī hūṇ baṛh ke
baṛh-chaṛh ke
ki: tum kar saktā ho mujhse bhī baṛh-chaṛh ke
baṛh-chaṛh ke -4