Title (Indic)हम अपने दिल का फ़साना उन्हें सुना न सके WorkActress Year1948 LanguageHindi Credits Role Artist Music Shyamsunder Performer Mohammad Rafi Writer Nakshab LyricsHindiहम अपने दिल का फ़साना उन्हें सुना न सके लगी है आग़ जो -2 दिल में उसे बुझा न सके हम अपने दिल का फ़साना उन्हें सुना न सके ( तेरी तलाश में दर-दर की ठोकरें खाईं ) -2 मेरी वफ़ा के क़दम फिर भी डगमगा न सके लगी है आग़ जो -2 दिल में उसे बुझा न सके हम अपने दिल का फ़साना उन्हें सुना न सके ( ज़रा तो सोच के उस दिल का हाल क्या होगा हाल क्या होगा ) -2 जो दूर रह न सके तेरे पास आ न सके लगी है आग़ जो -2 दिल में उसे बुझा न सके हम अपने दिल का फ़साना उन्हें सुना न सके हम उनको याद न करते पे दिल का क्या कीजे -2 हज़ार भूलना चाहा मगर भुला न सके लगी है आग़ जो -2 दिल में उसे बुझा न सके हम अपने दिल का फ़साना उन्हें सुना न सके Englishham apne dil kā fasānā unheṅ sunā na sake lagī hai āġh jo -2 dil meṅ use bujhā na sake ham apne dil kā fasānā unheṅ sunā na sake ( terī talāśh meṅ dar-dar kī ṭhokreṅ khāīṅ ) -2 merī vafā ke qadam phir bhī ḍagamgā na sake lagī hai āġh jo -2 dil meṅ use bujhā na sake ham apne dil kā fasānā unheṅ sunā na sake ( zarā to soch ke us dil kā hāl kyā hogā hāl kyā hogā ) -2 jo dūr rah na sake tere pās ā na sake lagī hai āġh jo -2 dil meṅ use bujhā na sake ham apne dil kā fasānā unheṅ sunā na sake ham unko yād na karte pe dil kā kyā kīje -2 hazār bhūlnā chāhā magar bhulā na sake lagī hai āġh jo -2 dil meṅ use bujhā na sake ham apne dil kā fasānā unheṅ sunā na sake