mu: ( chūṛī maiṅ lāyā anmol re
su: le lo chuṛiyāṇ le lo) -2
mu: chuṛiyāṇ kyā haiṅ reśham ke lachchhe ??
su: chāho na boleṅ achchhe-achchhe ??
mu: ( āvo kar lo mol re
su: le lo chuṛiyāṇ le lo) -2
mu: māl merā anmol
su: nahīṅ jokhūṇ hai nahīṅ jāl
mu: gar lenā ho to bol
su: lo chuṛiyāṇ le lo mol
mu: hai māl merā anmol
su: nahīṅ jokhūṇ hai nahīṅ jāl
mu: gar lenā ho to bol
su: lo chuṛiyāṇ le lo mol
su: pahne suhāgine piyā rijhāveṅ
mu: kuṇvārī pahneṅ byāh rachāveṅ
ko: : ( pyār kā dūjā bol re
mu: māl merā anmol re ) -2
su: le lo chuṛiyāṇ le lo
su: gore-gore hāthoṅ meṅ kālī-kālī chūṛiyāṇ
mu: haiṅ kālī-kālī chūṛiyāṇ ye gore-gore hāthoṅ par
ye haiṅ kālī-kālī chūṛiyāṇ ye gore-gore hāthoṅ par
ke zulf khā rahī bal hai kisī ke śhānoṅ pe -2
su: gore-gore hāthoṅ meṅ kālī-kālī chūṛiyāṇ
mu: jubh vālā raṅg nirālā juban vālā manriyā