अच्छा जी माफ़ कर दो थोड़ा इन्साफ़ कर दो
अच्छा जी माफ़ कर दो थोड़ा इन्साफ़ कर दो
दिल पर जो तीर चलाए उसका हिसाब कर दो
आओ जी माफ़ किया हमने इन्साफ़ किया
इस दिल को दिल में रखके झगड़ा ही साफ़ किया
तेरी नज़र तो दिल में करके तूफ़ान गई
तेरी अदा ही ठहरी अपनी तो जान गई
अच्छा जी माफ़ कर दो …
चोरी से आए दिल में तुमने क़ुसूर किया
देखा ना भाला क्यों जो इतना ग़ुरूर किया
अच्छा जी माफ़ कर दो …
सबसे कहूँगा तूने दिल बेक़रार किया
मेरा ही दिलबर बनकर मुझ पे ही वार किया
अच्छा जी माफ़ कर दो …
तूने वह चाल चल दी जिसका हिसाब नहीं
चोरी और सीनाज़ोरी तेरा जवाब नहीं
अच्छा जी माफ़ कर दो …
achchhā jī māf kar do thoṛā insāf kar do
dil par jo tīr chalāe uskā hisāb kar do
āo jī māf kiyā hamne insāf kiyā
is dil ko dil meṅ rakhke jhagaṛā hī sāf kiyā
terī nazar to dil meṅ karke tūfān gaī
terī adā hī ṭhahrī apnī to jān gaī
achchhā jī māf kar do …
chorī se āe dil meṅ tumne qusūr kiyā
dekhā nā bhālā kyoṅ jo itnā ġhurūr kiyā
achchhā jī māf kar do …
sabse kahūṇgā tūne dil beqrār kiyā
merā hī dilbar bankar mujh pe hī vār kiyā
achchhā jī māf kar do …
tūne vah chāl chal dī jiskā hisāb nahīṅ
chorī aur sīnāzorī terā javāb nahīṅ
achchhā jī māf kar do …