अच्छा जी ... चेहरे पे पसीने की बूंदे जैसे धूप में
अच्छा जी अच्छा जी
चेहरे पे पसीने की बूंदे जैसे धूप में सावन की झड़ियां
हो मेरी भीगी भीगी ज़ुल्फ़ों से टूटी हैं शबनम की लड़ियां
ये जुर्म है तेरी जवानी का जो लग गईं तुझको हथकड़ियां
हाँ हाँ हथकड़ियां देखो हथकड़ियां
ये प्रेमी है सीधा सादा तंग करो न मुझको ज्यादा
ख्वाब में आना कर जा वादा दुनिया वालों की है बाधा
दुनिया वाले क्या कर लेंगे देख के हमको खूब जलेंगे
जाने भी दो न please डर लगता है
हाय
कल परसों फिर तुमसे मिलेंगे
अच्छा जी
अब हम तो चलेंगे अच्छा जी
कहाँ
अपने घर
अरे अरे कहाँ
अपने घर
ज़ुल्म न कर ऐ ज़ुल्म न कर
कल परसों फिर तुमसे मिलेंगे
अच्छा जी
जी क्या कहा आपने
हो तेरी झांझर की इस छम छम छम छम से गीतों की मधुर बरसात हुई
हम दोनों उसमें भीग गए ये अनोखी बात हुई
ये दोष है तेरे काजल का दिन डूब गया और रात हुई
हाँ हाँ रात हुई देखो रात हुई
सुनती जा तू प्रेम कहानी हो गई है ये बात पुरानी
देख रात है बड़ी तूफ़ानी मैं नहीं डरती दिलबरजानी
रात हो गई तारे खिलेंगे प्यार करेंगे गले मिलेंगे
अरे अरे कोई देख लेगा देखने दो रुक जाओ न
कल परसों फिर तुमसे मिलेंगे
अच्छा जी
अच्छा
achchhā jī achchhā jī
chehre pe pasīne kī būṅde jaise dhūp meṅ sāvan kī jhaṛiyāṅ
ho merī bhīgī bhīgī zulfoṅ se ṭūṭī haiṅ śhabnam kī laṛiyāṅ
ye jurm hai terī javānī kā jo lag gaīṅ tujhko hathkaṛiyāṅ
hāṇ hāṇ hathkaṛiyāṅ dekho hathkaṛiyāṅ
ye premī hai sīdhā sādā taṅg karo na mujhko jyādā
khvāb meṅ ānā kar jā vādā duniyā vāloṅ kī hai bādhā
duniyā vāle kyā kar leṅge dekh ke hamko khūb jaleṅge
jāne bhī do na please ḍar lagtā hai
hāy
kal parsoṅ phir tumse mileṅge
achchhā jī
ab ham to chaleṅge achchhā jī
kahāṇ
apne ghar
are are kahāṇ
apne ghar
zulm na kar ai zulm na kar
kal parsoṅ phir tumse mileṅge
achchhā jī
jī kyā kahā āpne
ho terī jhāṅjhar kī is chham chham chham chham se gītoṅ kī madhur barsāt huī
ham donoṅ usmeṅ bhīg gae ye anokhī bāt huī
ye doṣh hai tere kājal kā din ḍūb gayā aur rāt huī
hāṇ hāṇ rāt huī dekho rāt huī
suntī jā tū prem kahānī ho gaī hai ye bāt purānī
dekh rāt hai baṛī tūfānī maiṅ nahīṅ ḍartī dilbarjānī
rāt ho gaī tāre khileṅge pyār kareṅge gale mileṅge
are are koī dekh legā dekhne do ruk jāo na
kal parsoṅ phir tumse mileṅge
achchhā jī
achchhā