Title (Indic)मीत ना मिला रे मन का, कोई तो मिलन का, करो रे उपाय् WorkAbhimaan Year1973 LanguageHindi Credits Role Artist Music Sachin Dev Burman Performer Kishore Kumar Writer Majrooh Sultanpuri LyricsHindiमीत न मिला रे मन का - (2) कोई तो मिलन का कोई तो मिलन का, करो रे उपाय मीत न… चैन नहीं बाहर, चैन नहीं घर में मन मेरा धरती पर, और कभी अंबर में उसको ढूँढा, हर डगर में, हर नगर में गली गली देखा नयन उठाये मीत न… रोज़ मैं अपने ही, प्यार को समझाऊँ वो नहीं आयेगा, मान नहीं पाऊँ शाम ही से प्रेम दीपक, मैं जलाऊँ फिर वोही दीपक, दूँ मैं बुझाये मीत न… देर से मन मेरा, आस लिये डोले - (2) प्रीत भरी बानी, राग मेरा बोले कोई सजनी, एक खिड़की भी न खोले लाख तराने, कहा मैं सुनाये मीत न… Englishmīt na milā re man kā - (2) koī to milan kā koī to milan kā, karo re upāy mīt na… chain nahīṅ bāhar, chain nahīṅ ghar meṅ man merā dhartī par, aur kabhī aṅbar meṅ usko ḍhūṇḍhā, har ḍagar meṅ, har nagar meṅ galī galī dekhā nayan uṭhāye mīt na… roz maiṅ apne hī, pyār ko samjhāūṇ vo nahīṅ āyegā, mān nahīṅ pāūṇ śhām hī se prem dīpak, maiṅ jalāūṇ phir vohī dīpak, dūṇ maiṅ bujhāye mīt na… der se man merā, ās liye ḍole - (2) prīt bharī bānī, rāg merā bole koī sajnī, ek khiṛkī bhī na khole lākh tarāne, kahā maiṅ sunāye mīt na…