Ab tere dil men ham aa gae ... to ... jhoothaa

अब तेरे दिल में हम आ गए ... तो ... झूठा
Work
Year
Language

अब तेरे दिल में हम आ गए तो
तेरे दिल में रहेंगे तो
तुझे अपना कहेंगे झूठा आ
कसम की कसम हम तेरे हैं हम
बात मेरी मान झूठे नहीं हम

दिल है दिल दिल दिल है ये मेरा तो तो तो तो तो
तेरा घर ये नहीं है तो तो तो तो तो
जगह खाली नहीं है झूठी आ
कसम की कसम …

अगर तू कहे तो तेरे नाम लिख दूं मैं अपने हज़ारों जनम
वहां अपनी धड़कन बिछा दूं जहां तू मेरी जान रखे कदम
तेरी धड़कनें हैं धड़कती हैं धड़कें
दिल इसमें मेरा क्‌या करे
तेरा दिल है घायल दीवाना है पागल जो मरता है मुझपे मरे
तू ना मिली मर जाऊंगा सनम तो तो तो तो तो
जान जाएगी मेरी तो तो तो तो तो
ज़िंदगी तू है मेरी झूठा आ
कसम की कसम …

ये हाथों की मेंहदी ये आँखों का काजल दीवाना करे क्‌यूं हमें
यही आरज़ू है के अब ज़िंदगी भर तुझे देखते ही रहें
ये बिंदिया ये मेंहदी ये काजल ये आँचल तेरे वास्ते तो नहीं
तू दीवाना पागल है थोड़ा अनाड़ी है जा जा रे जा तू कहीं
दिल में तेरी तस्वीर है तो तो तो तो तो
तेरी पूजा करेंगे तो तो तो तो तो
हाँ तुझे देखा करेंगे झूठा आ
कसम की कसम …

तुझे चाहते थे तुझे चाहते हैं तुझे चाहते ही रहेंगे
दिल जो है तेरा सनम घर है मेरा यहां आते जाते रहेंगे
ये बंधन की डोरी बंधी है तुम्हीं से तुम्हीं से ही बंधी रहेगी
तुम्हीं से शुरू है यहीं खत्म होगी दिल की कहानी मेरी
इक दूजे के दिल में आ गए हम हम हम हम हम
इक जां अब हो गए हम हम हम हम हम
कभी हम ना हों जुदा हूँ ला ला ल
आ परबत उड़ जाएंगे सागर सूख जाएंगे
तुम हमको भूल न पाओगे हम तुमको भूल न पाएंगे
मिट जाना मर जाना इसी का नाम है
आरज़ू

ab tere dil meṅ ham ā gae to
tere dil meṅ raheṅge to
tujhe apnā kaheṅge jhūṭhā ā
kasam kī kasam ham tere haiṅ ham
bāt merī mān jhūṭhe nahīṅ ham

dil hai dil dil dil hai ye merā to to to to to
terā ghar ye nahīṅ hai to to to to to
jagah khālī nahīṅ hai jhūṭhī ā
kasam kī kasam …

agar tū kahe to tere nām likh dūṅ maiṅ apne hazāroṅ janam
vahāṅ apnī dhaṛkan bichhā dūṅ jahāṅ tū merī jān rakhe kadam
terī dhaṛakneṅ haiṅ dhaṛaktī haiṅ dhaṛkeṅ
dil ismeṅ merā k‌yā kare
terā dil hai ghāyal dīvānā hai pāgal jo martā hai mujhpe mare
tū nā milī mar jāūṅgā sanam to to to to to
jān jāegī merī to to to to to
ziṅdgī tū hai merī jhūṭhā ā
kasam kī kasam …

ye hāthoṅ kī meṅhdī ye āṇkhoṅ kā kājal dīvānā kare k‌yūṅ hameṅ
yahī ārazū hai ke ab ziṅdgī bhar tujhe dekhte hī raheṅ
ye biṅdiyā ye meṅhdī ye kājal ye āṇchal tere vāste to nahīṅ
tū dīvānā pāgal hai thoṛā anāṛī hai jā jā re jā tū kahīṅ
dil meṅ terī tasvīr hai to to to to to
terī pūjā kareṅge to to to to to
hāṇ tujhe dekhā kareṅge jhūṭhā ā
kasam kī kasam …

tujhe chāhte the tujhe chāhte haiṅ tujhe chāhte hī raheṅge
dil jo hai terā sanam ghar hai merā yahāṅ āte jāte raheṅge
ye baṅdhan kī ḍorī baṅdhī hai tumhīṅ se tumhīṅ se hī baṅdhī rahegī
tumhīṅ se śhurū hai yahīṅ khatm hogī dil kī kahānī merī
ik dūje ke dil meṅ ā gae ham ham ham ham ham
ik jāṅ ab ho gae ham ham ham ham ham
kabhī ham nā hoṅ judā hūṇ lā lā la
ā parbat uṛ jāeṅge sāgar sūkh jāeṅge
tum hamko bhūl na pāoge ham tumko bhūl na pāeṅge
miṭ jānā mar jānā isī kā nām hai
ārazū