Ab mujhe koee intazaar kahaan

अब मुझे कोई इंतज़ार कहाँ
Work
Year
Language

अब मुझे कोई इंतज़ार कहाँ
वो जो बहते थे आबशार कहाँ
आँख के इक गाँव में, रात को ख्वाब आते थे
छूने से बहते थे, बोले तो कहते थे
उड़ते ख़्वाबों का ऐतबार कहाँ
अब मुझे कोई इंतज़ार कहाँ
जिन दिनों आप थे, आँख में धूप थी
जिन दिनों आप रहते थे, आँख में धूप रहती थी
अब तो जाले ही जाले हैं, यह भी जाने ही वाले हैं
वो जो था दर्द का करार कहाँ
अब मुझे कोई इंतज़ार कहाँ

ab mujhe koī iṅtazār kahāṇ
vo jo bahte the ābśhār kahāṇ
āṇkh ke ik gāṇv meṅ, rāt ko khvāb āte the
chhūne se bahte the, bole to kahte the
uṛte khvāboṅ kā aitbār kahāṇ
ab mujhe koī iṅtazār kahāṇ
jin dinoṅ āp the, āṇkh meṅ dhūp thī
jin dinoṅ āp rahte the, āṇkh meṅ dhūp rahtī thī
ab to jāle hī jāle haiṅ, yah bhī jāne hī vāle haiṅ
vo jo thā dard kā karār kahāṇ
ab mujhe koī iṅtazār kahāṇ