Ab meraa kaun sahaaraa

अब मेरा कौन सहारा
Work
Year
Language

अब मेरा कौन सहारा -4
मेरे बलम
मेरे बलम मुझको ना भुलाना
अब मेरा कौन सहारा -2

( तुझसे बिछड़ कर दूर हुई
मिलने से मजबूर हुई ) -2
रो-रो के दिल ने तुझको पुकारा
आ आ
अब मेरा कौन सहारा -2

ab merā kaun sahārā -4
mere balam
mere balam mujhko nā bhulānā
ab merā kaun sahārā -2

( tujhse bichhaṛ kar dūr huī
milne se majbūr huī ) -2
ro-ro ke dil ne tujhko pukārā
ā ā
ab merā kaun sahārā -2