अब कोई गुलशन ना उजड़े अब वतन आज़ाद है
अब कोई गुलशन ना उजड़े अब वतन आज़ाद है
रूह गंगा की हिमालय का बदन आज़ाद है
खेतियाँ सोना उगाएं, वादियाँ मोती लुटाएं
आज गौतम की ज़मीं, तुलसी का बन आज़ाद है
मंदिरों में शंख बाजे, मस्जिदों में हो अज़ां
शेख का धर्म और दीन-ए-बरहमन आज़ाद है
लूट कैसी भी हो अब इस देश में रहने न पाए
आज सबके वास्ते धरती का धन आज़ाद है
ab koī gulaśhan nā ujaṛe ab vatan āzād hai
rūh gaṅgā kī himālay kā badan āzād hai
khetiyāṇ sonā ugāeṅ, vādiyāṇ motī luṭāeṅ
āj gautam kī zamīṅ, tulsī kā ban āzād hai
maṅdiroṅ meṅ śhaṅkh bāje, masjidoṅ meṅ ho azāṅ
śhekh kā dharm aur dīn-e-barahman āzād hai
lūṭ kaisī bhī ho ab is deśh meṅ rahne na pāe
āj sabke vāste dhartī kā dhan āzād hai