Title (Indic)काँटा लगे निकल जाए मगर न निकले नज़र का तीर् WorkAazmayish Year1995 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anand-Milind Performer Sonu Nigam Performer Alka Yagnik Writer Anand Bakshi LyricsHindiकाँटा लगे निकल जाए मगर न निकले नज़र का तीर बच जाए या मर जाए ये आशिक़ की तक़दीर काँटा लगे निकल जाए … ये दुनिया जाने न जाने हम एक दूजे के दीवाने दिल में तेरी याद सनम आँखों में तेरी तस्वीर काँटा लगे निकल जाए … फूल कहीं कहीं ये खिलता है प्यार कहां सबको मिलता है किसी किसी के हाथ में होती है ये प्रेम लकीर काँटा लगे निकल जाए … ये दुनिया है भूल भुलैया थाम ले सैयां मेरी बईयां हम दोनों फिर बिछड़ न जाएं मैं रांझा तू हीर काँटा लगे निकल जाए … Englishkāṇṭā lage nikal jāe magar na nikle nazar kā tīr bach jāe yā mar jāe ye āśhiq kī taqdīr kāṇṭā lage nikal jāe … ye duniyā jāne na jāne ham ek dūje ke dīvāne dil meṅ terī yād sanam āṇkhoṅ meṅ terī tasvīr kāṇṭā lage nikal jāe … phūl kahīṅ kahīṅ ye khiltā hai pyār kahāṅ sabko miltā hai kisī kisī ke hāth meṅ hotī hai ye prem lakīr kāṇṭā lage nikal jāe … ye duniyā hai bhūl bhulaiyā thām le saiyāṅ merī baīyāṅ ham donoṅ phir bichhaṛ na jāeṅ maiṅ rāṅjhā tū hīr kāṇṭā lage nikal jāe …