आये दिल जानी चीची वाला छल्ला ... आँखों में काजल माथे पे पसीना
आये दिल जानी चीची वाला छल्ला सानू दे जा निशानी
आँखों में काजल माथे पे पसीना कितनी प्यारी है मेरी हसीना
चोरी चोरी देखे तुझे हर हसीना मर जाऊंगी जो किसी ने तुझे छीना
आँखों में काजल …
तुमसे इज़हार मैं कर ना पाई प्यार तुझसे ही मैं करती आई
क्या कहा तेरा मुंह चूम लूं मैं बात सुन के ना क्यों झूम लूं मैं
ओ तेरे गोरे गोरे गाल तेरी मोरनी सी चाल शोर गलियों में तेरी अदा का
हर सवाल का जवाब तेरा चेहरा वो किताब दे रहा सबक जो वफ़ा का
ना देखूं इक पल भी तो मुश्किल है जीना
मर जाऊंगी जो …
प्यार के तेरे दो पल भी पा कर सारा जीवन मैं कर दूं न्यौछावर
प्यार की प्यास इतनी जगी है हाय कम कितनी ये ज़िंदगी है
ओ तेरे अबरू हैं कमान जैसे कामदेव के बान तेरे नैनों से कोई न बचा है
मेरे तन में तेरी जां तू ही जीने का अरमां एक तुझ में सभी कुछ मिला है
चल दे तो हंसनी बोले तो वीणा कितनी प्यारी है मेरी हसीना
मर जाऊंगी जो …
āye dil jānī chīchī vālā chhallā sānū de jā niśhānī
āṇkhoṅ meṅ kājal māthe pe pasīnā kitnī pyārī hai merī hasīnā
chorī chorī dekhe tujhe har hasīnā mar jāūṅgī jo kisī ne tujhe chhīnā
āṇkhoṅ meṅ kājal …
tumse izhār maiṅ kar nā pāī pyār tujhse hī maiṅ kartī āī
kyā kahā terā muṅh chūm lūṅ maiṅ bāt sun ke nā kyoṅ jhūm lūṅ maiṅ
o tere gore gore gāl terī mornī sī chāl śhor galiyoṅ meṅ terī adā kā
har savāl kā javāb terā chehrā vo kitāb de rahā sabak jo vafā kā
nā dekhūṅ ik pal bhī to muśhkil hai jīnā
mar jāūṅgī jo …
pyār ke tere do pal bhī pā kar sārā jīvan maiṅ kar dūṅ nyauchhāvar
pyār kī pyās itnī jagī hai hāy kam kitnī ye ziṅdgī hai
o tere abrū haiṅ kamān jaise kāmdev ke bān tere nainoṅ se koī na bachā hai
mere tan meṅ terī jāṅ tū hī jīne kā armāṅ ek tujh meṅ sabhī kuchh milā hai
chal de to haṅsnī bole to vīṇā kitnī pyārī hai merī hasīnā
mar jāūṅgī jo …