आया सपनों में कोई ... चुरा के मेरा दिल ले गया
आ आ आ
आया सपनों में कोई शहज़ादा
चुरा के मेरा दिल ले गया
कर गया आज मिलने का वादा
चुरा के मेरा दिल …
नज़रें मिला के वो पागल बना गया
खुश्बू सी बनकर वो दिल में समा गया
लागे सुंदर जो फूलों से प्यारा
चुरा के मेरा दिल …
मांग भरेगा मेरी मुझे अपनाएगा
मेरा भोला बालम सीधा सादा
चुरा के मेरा दिल …
बन के दुल्हनियां पिया के घर जाऊंगी
अपनी मोहब्बत से उसको रिझाऊंगी
कर लिया मैने दिल में आज इरादा
चुरा के मेरा दिल …
ā ā ā
āyā sapnoṅ meṅ koī śhahazādā
churā ke merā dil le gayā
kar gayā āj milne kā vādā
churā ke merā dil …
nazreṅ milā ke vo pāgal banā gayā
khuśhbū sī bankar vo dil meṅ samā gayā
lāge suṅdar jo phūloṅ se pyārā
churā ke merā dil …
māṅg bharegā merī mujhe apnāegā
merā bholā bālam sīdhā sādā
churā ke merā dil …
ban ke dulhniyāṅ piyā ke ghar jāūṅgī
apnī mohabbat se usko rijhāūṅgī
kar liyā maine dil meṅ āj irādā
churā ke merā dil …