Aayaa aayaa yaar kaa salaam pyaar se mere naam

आया आया यार का सलाम प्यार से मेरे नाम्
Year
Language

सलाम सलाम सलाम सलाम
आया आया यार का सलाम प्यार से मेरे नाम
आँखों में रहने लगा तू साँसों में बसने लगा तू
दिलरुबा मेरी ज़िंदगी आज से तेरे नाम
आया आया यार का …

ना कोई दीवार न कोई पहरा हमको नहीं कोई ग़म-ए-जुदाई
आज मिलाया ऐसे ख़ुदा ने मिल गई हो हमको ख़ुदाई
तूने क़ुबूल किया है हाथ जो थाम लिया
ना जाने कब की दुआ आ गई मेरे काम
आया आया यार का …

ख्वाबों को तूने हक़ीक़त में बदला खुशियों की बारात ले के तू आया
बन के दुल्हन मेरे घर आ गई तू दिल से लिपटने लगा मेरा साया
कल तक रहे जो अधूरे अरमां हुए आज पूरे
होंठों को आब-ए-हयात मिला तोड़ दिया मैने जाम
आया आया यार का …

आँखों में रहने लगी तू साँसों में बसने लगी तू
दिलरुबा मेरी ज़िंदगी आज से तेरे नाम
आया आया यार का …

salām salām salām salām
āyā āyā yār kā salām pyār se mere nām
āṇkhoṅ meṅ rahne lagā tū sāṇsoṅ meṅ basne lagā tū
dilrubā merī ziṅdgī āj se tere nām
āyā āyā yār kā …

nā koī dīvār na koī pahrā hamko nahīṅ koī ġham-e-judāī
āj milāyā aise khudā ne mil gaī ho hamko khudāī
tūne qubūl kiyā hai hāth jo thām liyā
nā jāne kab kī duā ā gaī mere kām
āyā āyā yār kā …

khvāboṅ ko tūne haqīqat meṅ badlā khuśhiyoṅ kī bārāt le ke tū āyā
ban ke dulhan mere ghar ā gaī tū dil se lipaṭne lagā merā sāyā
kal tak rahe jo adhūre armāṅ hue āj pūre
hoṅṭhoṅ ko āb-e-hayāt milā toṛ diyā maine jām
āyā āyā yār kā …

āṇkhoṅ meṅ rahne lagī tū sāṇsoṅ meṅ basne lagī tū
dilrubā merī ziṅdgī āj se tere nām
āyā āyā yār kā …