Aavaaraa paagal deevaanaa ban gayaa aashiq jaan-e-jaanaan

आवारा पागल दीवाना बन गया आशिक़ जान-ए-जानां
Year
Language

आवारा पागल दीवाना
बन गया आशिक़ जान-ए-जानां
इन आँखों ने लूटा है मुझे
मेरी जाँ मेरी जाँ
दिल दिया तुझे आ हा हा दिल दिया तुझे

तू मेरा सावन तुझ पे मरता है मेरा प्यासा मन
तुझ से मिल के मैने जाना
बन गया आशिक़ …

बस ये कहना है तेरी बाहों में मुझ को रहना है
मैने तुम को सब कुछ माना
बन गया आशिक़ …

āvārā pāgal dīvānā
ban gayā āśhiq jān-e-jānāṅ
in āṇkhoṅ ne lūṭā hai mujhe
merī jāṇ merī jāṇ
dil diyā tujhe ā hā hā dil diyā tujhe

tū merā sāvan tujh pe martā hai merā pyāsā man
tujh se mil ke maine jānā
ban gayā āśhiq …

bas ye kahnā hai terī bāhoṅ meṅ mujh ko rahnā hai
maine tum ko sab kuchh mānā
ban gayā āśhiq …