आवारा मैं बादल हूँ ... मुझे प्यार प्यार प्यार हो गया
oh my God
आवारा मैं बादल हूँ तेरे लिए पागल हूँ
उड़ूँगी संग संग तेरे तू बादल है मैं आँचल हूँ
के मुझे प्यार प्यार प्यार हो गया
प्यार प्यार प्यार हो गया
जाना मुझे प्यार प्यार प्यार हो गया
प्यार प्यार प्यार हो गया
आवारा मैं बादल हूँ …
तुम बनी हो मेरे लिए बस दिल में तुम रहो
क्या कहा फिर कहो फिर से तुम कहो
बलखाती तू नदिया है नटखट सी तू गुड़िया है
बड़ी मीठी तेरी बातें मैं इन बातों की कायल हूँ
के मुझे प्यार प्यार …
क्यूँ मुझे बाहों में कसम से तुमने भर लिया
आपकी निगाह ने मुझ से ये कहा
खता है ये निगाहों की सज़ा तुमने मुझे क्यूँ दी
बड़ी तीखी तेरी नज़रें मैं इन नज़रों का घायल हूँ
के मुझे प्यार प्यार …
oh my God
āvārā maiṅ bādal hūṇ tere lie pāgal hūṇ
uṛūṇgī saṅg saṅg tere tū bādal hai maiṅ āṇchal hūṇ
ke mujhe pyār pyār pyār ho gayā
pyār pyār pyār ho gayā
jānā mujhe pyār pyār pyār ho gayā
pyār pyār pyār ho gayā
āvārā maiṅ bādal hūṇ …
tum banī ho mere lie bas dil meṅ tum raho
kyā kahā phir kaho phir se tum kaho
balkhātī tū nadiyā hai naṭkhaṭ sī tū guṛiyā hai
baṛī mīṭhī terī bāteṅ maiṅ in bātoṅ kī kāyal hūṇ
ke mujhe pyār pyār …
kyūṇ mujhe bāhoṅ meṅ kasam se tumne bhar liyā
āpkī nigāh ne mujh se ye kahā
khatā hai ye nigāhoṅ kī sazā tumne mujhe kyūṇ dī
baṛī tīkhī terī nazreṅ maiṅ in nazroṅ kā ghāyal hūṇ
ke mujhe pyār pyār …